Bachho Ke Naam Ke Matlab

Views: 39,978 - Posted on 02 Jun 2012
"Kya Aap Bhi Jyada Bachhe Karna Chahte Ho? Agar Haan To Pade Ye Joke, Is Se Pahle Aapki Biwi Bhi Ese Code Word Mein Bole.. Sambhal Jao."

Rahman Ali Ke Teen Bachhe Hue

Ali Ne Khush Hote Hue Unka Naam Rakha

Hasrat Ali, Barkat Ali Aur Harkat Ali

Kuch Mahine Baad 2 Aur Bachhe Ho Gaye

To Uski Biwi Ne Unka Naam Rakh Diya

Bas-Kar-Ali Aur Raham-Kar-Ali

Apni Aankho Pe Vishwas Hai Ki Vo Dokha Nahi Khati? - Is Photo Ko Dekhe Aur Bataye Ki Aankho Ne Dokha Khaya Ya Nahi?
Or Share With Your Friends On Facebook
Some More Dhansu Jokes :)

Hindi Version

रहमान अली के तीन बच्चे हुए

अली ने खुश होते हुए उनका नाम रखा

हसरत अली, बरकत अली और हरकत अली

कुछ महीने बाद 2 और बच्चे हो गए

तो उसकी बीवी ने उनका नाम रख दिया

बस-कर-अली और रहम-कर-अली

Receive Daily Jokes By eMail


Mast Photos For You
Creative Thai Anti-Sleepy Driving Ad This Is Our Toothpaste In Morning Sweet Little Cute Girl Making Her Own Lunch Culture Clash Between Two Brothers True Fact About Boys

Sher O Shayari <3

Some Veg Jokes :)

29 Responses to "Bachho Ke Naam Ke Matlab"

  1. Kunal says:

    Old joke

  2. Priya Sinha says:

    Ku6 to sharam-kar-Ali . .

  3. Prity saxena says:

    Nice one but bachche do hi achchhe

  4. Priya says:

    good morning friendss………..

  5. Wanted says:

    Phle ye bta ki 3 bachcho k baad kch hi mahino me 2 bachche aur kise ho gye :-P

  6. Piyush maurya- {{*N¡£€$H*}} says:

    gud joke but…
    Not nonveg…

  7. zeeshan says:

    admin bhai aajkal teri gaddi slow padh gai

  8. deepak says:

    gud one…
    .
    .GOOD MORNING FRIENDS….

  9. navya says:

    acha joke h bb to

  10. deepak says:

    Biwi ne kurti utari,
    sexy nazar se Santa ki taraf dekhte huye..
    salwar bhi utar k boli- “Pata hai na, kya karna h?
    .
    .
    .
    Santa: Ghanta..!!! Mai raat ko kapde nahi dhounga..!!!

  11. Salman faruki says:

    Yaar aaj or koi joke nahi mila kya

  12. Mr. Bachelor says:

    Ek Party Mein Ladka Ladki Se Puchta Hai “ Tum Kitne Bhai Behan Ho? ”
    Ladki: “ Six ”
    .
    Ladka: “ Kyu, Maa Baap Ko Koi Aur Kaam Nahi Thha Kya ”
    .
    Ladki: “ What About You? ”
    Ladka: “ Only One ”
    .
    .
    .
    .
    Ladki: “ Kyu Baap K l**d Mein Dum Nahi Thha Kya “:-xpp

  13. Prity saxena says:

    Achchha hai mr.bachelor

  14. Lalitmangla says:

    Good magan nvg nahi hai

Leave a Reply