Best Salesman Of The Year – Apna Santa

Views: 36,006 - Posted on 30 Jan 2012

Ek Baar Ek Seth Ne Santa Ko Naukri Par Rakh Liya,

Uski Dukan Ki Sale Din Dugni Raat Chogni Ho Gayi,

Seth Ye Dekh Kar bada hairan hua aur usNe Socha Santa Se Milna Chahiye,

Seth Apni Dukan Par Gaya To Santa Kisi Grahak Ko Fishing Rod Bech Raha Tha,

Seth Kone Mein Khada Ho Kar Dekhne Lega, Grahak Ne Fishing Rod Kharid Li 2500 Rs Ki.

Santa Bola: “Arrey Itne Mehnge Joote Pehan Kar Fishing Karenge Kya, Ek Jodi Sports Shoes Hi Kharid Lo

Grahak Ne 6000 Rs Ke Shoes Kharid Liye

Santa Ne Kaha: “Aajkal Garmi Ka Mausam Hai, Dhup Hogi Ek Cap Bhi Kharid Lo

Grahak Ne Cap Bhi Purchase Kar Li

Santa: “Fishing Karte Hue Bhukh Bhi Lagegi

Usne Khane Ke Liye Biscuit Aur Chips Bhi Le Liye,

Santa Ne Kaha: “Fish Rakhne Ke Liye Ek Basket Ki Bhi Jarurat Padegi Wo Bhi Le Lo

Usne Ek Basket Bhi Le Li, Iss Tarah Us Ka Bill 8000 Ka Bana, Aur Vo Samaan Lekar Chala Gaya

Seth Bahut Khush Hua Usne Santa Ko Bola Tum Bahut Ache Salesman Ho,

Wo Keval Fishing Road Kharidne Aaya Tha Or Tumne Itna Saman Bech Diya,

Santa Bola: “Seth Ji, Wo To Biwi Ke Liye Whisper Lene Aaya Tha, Main Usko Bola Chutiye, Chaar Din Tu Ghar Pe Beitha- Beitha Kya Kerega? Machhali Hi Pakad Le

Hum Log Aaj Ke Time Mein Kitne Aalsi Ho Chuke Hai - Dekhe Is Photo Mein Aur Bataye Ki Aisa Hi Hota Hai Ya Nahi?
Or Share With Your Friends On Facebook
Some More Dhansu Jokes :)

Hindi Version

एक बार एक सेठ ने संता को नौकरी पर रख लिया,

उसकी दुकान की सेल दिन दुगनी रात चोगुनी हो गयी,

सेठ ये देख कर बड़ा हैरान हुआ और उसने सोचा संता से मिलना चाहिए,

सेठ अपनी दुकान पर गया तो संता किसी ग्राहक को फिशिंग रोड बेच रहा था,

सेठ कोने में खड़ा हो कर देखने लेगा, ग्राहक ने फिशिंग रोड खरीद ली 2500 रुपये की.

संता बोला: "अरे इतने महंगे जूते पहन कर फिशिंग करेंगे क्या, एक जोड़ी स्पोर्ट्स शूस ही खरीद लो"

ग्राहक ने 6000 रुपये के जूते खरीद लिए

संता ने कहा: "आजकल गर्मी का मौसम है, धुप होगी एक कैप भी खरीद लो"

ग्राहक ने कैप भी खरीद ली

संता: "फिशिंग करते हुए भूख भी लगेगी"

उसने खाने के लिए बिस्कुट और चिप्स भी ले लिए,

संता ने कहा: "फिश रखने के लिए एक बास्केट की भी जरुरत पड़ेगी वो भी ले लो"

उसने एक बास्केट भी ले ली, इस तरह उस का बिल 8000 का बना, और वो सामान लेकर चला गया

सेठ बहुत खुश हुआ उसने संता को बोला तुम बहुत अछे सेल्समेन हो,

वो केवल फिशिंग रोड खरीदने आया था और तुमने इतना सामान बेच दिया,

संता बोला: "सेठ जी, वो तो बीवी के लिए विसपर लेने आया था, मैं उसको बोला चूतिये, चार दिन तू घर पे बेठा-बेठा क्या करेगा? मछली ही पकड़ ले"

Receive Daily Jokes By eMail


Mast Photos For You
Kar Sakta Hai Koi Aisa? Oooii Maaaaa, Ye Kya Hai? What A Lovely Kiss Slip Out, Slip Out, Please Ultimate Body Artwork Advertisement

Sher O Shayari <3

Some Veg Jokes :)

22 Responses to "Best Salesman Of The Year – Apna Santa"

  1. devs says:

    santa is great

  2. Sujeet says:

    Maan gaye santa ke dimag ko.
    Yaha par santa ke jagah pe koi real name hota to aur maza aata…….

  3. Jay says:

    HahahahahahahaHahahahahahahaHahahahahahaha. . . . Yaar joke padhkar maza aa gaya.

  4. Jay says:

    @Del. Bro gm.
    Kya abhi v udhar bahut thand hai ?
    Mai feb ke 2nd week me Vaishno Mata ji ke pash (Jambu) jane ka program bana raha hu kaisa rahega ?

    • rashii says:

      jay dear kash hum b ja pate waha, humara jane ka kafi mann krta hain, jb mata ji bulayegi tbhi ja payege, aur narajgi bnd ab se pehle jaise mst :)
      kya soch rahe ho wanted ji?
      Dhiraj ji btaya nhi break kyu??
      Deleted ji humara naam na bhulna apki majburi hain bcz agr ap name bhul gaye to apki wife apko ghr me aane nhi degi :-D
      hps ji to yaad hi mt kijiye bat bhi kijiye
      humare sbhi dosto ko humara namaskaar

  5. Jay says:

    @Dhiraj gud am, tu kaha hai ? Jaldi se Aa jaa dekh mai tere liye dher sara pyar lekar vapas aa gaya hun.

  6. aby says:

    Hi iam not new on this webside iam reading jokes from last one month!!!!!!! posting this comment 1st time!!!!!!! and hi for all!! sorry for bad english!!!

  7. rashii says:

    gd joke hehehehehe santa ji gud job

  8. deleted says:

    @jay , katra mein sardi to hogi hi, is baar snow fall bahut hua h J&K mein…
    but i think u have mistaken my address , i m not in J&K but at Badrinath, and here its too cold.

  9. Priya says:

    hehehehehehehehehe.. .. .. .. ..

  10. Heartbeat says:

    Hahahahahahaha
    hahahahahahaha
    hahahahahahaha
    hahahahahahaha
    best joke of the month

  11. amar@priya.com says:

    hahahahaha….
    yr bahut acha tha. yr priya i miss u yr.

  12. Hps says:

    Deleted bhai yaad karne k liye thnx

  13. Ramo says:

    Doctor ka kam chod deya santa ne

  14. deleted says:

    @ Rashi ji is naam se to darr bhi lagta h aur pyar bhi h mujhe (wife se ).
    Aap to mere friend Ho.

  15. Sandy says:

    Are dil khush kar ditta yr… Maja aa gya..:):)

  16. SaM says:

    Hehehehehehuhahahehehahahahehehehehahaha awsm yar

  17. Lalitmangla says:

    Yaar maja aa gaya

  18. Prisha says:

    Hiee..adnin me wanna join ur frndz group

  19. Sweety says:

    HeHeHeHe… lollzzz mast joke hai santa’s mind is g8…

Leave a Reply