Biwi Se Syanpanti Nahi Karni Chahiye

Views: 41,196 - Posted on 20 Apr 2012
"Bahut Se Log Apni Biwiyo Se Syanpanti Karte Hai Aur Sochte Hai Ki Budhu Banaye, Par Is Biwi Ne To Haal Behaal Kar Diye"

Ek Aadmi Fauj Mein Tha Aur Har Mahine Biwi Ko Paise Bheja Karta Tha

Ek Bar Us Ne Apni Biwi Ko Khat Likha: “Is Mahine Salary Ke Badle 100 Kiss Bhej Raha Hoon

Biwi Bhi Puri Tez Thi Palat Ke Jawab Bheja: “Aap Ki Salary Ke Badle 100 Kiss Milay, Hisab Bhej Rahi Hoon:

Doodh Wala 2 Kiss Mein Hi Maan Gaya,

Teacher Ko 7 Deni Padi,

Sabzi Wala 7 Main Nahi Mana To 9 Dene Padi,

Kiryanewala 9 Kiss Se Nahi Mana To Usko 5 Aur Di,

Makaan Malik To Roz 6-7 Le Hi Jata Hai,

Aap Chinta Mat Karna, Mere Pass Approx 35 Aur Hai, Yeh Mahina Aaram Se Kat Jayega.”

Suna Hai Pyaar Ke Akshar Dhai Hote Hai - Par Aaj Pyar Ki Puri Kitab Padiye
Or Share With Your Friends On Facebook
Some More Dhansu Jokes :)

Hindi Version

एक आदमी फ़ौज में था और हर महीने बीवी को पैसे भेजा करता था

एक बार उस ने अपनी बीवी को ख़त लिखा: "इस महीने सेलरी के बदले 100 किस भेज रहा हूँ"

बीवी भी पूरी तेज़ थी पलट के जवाब भेजा: "आप की सेलरी के बदले 100 किस मिले, हिसाब भेज रही हूँ:

दूध वाला 2 किस में ही मान गया,

टीचर को 7 देनी पड़ी,

सब्जी वाला 7 मैं नहीं मना तो 9 देने पड़ी,

किरयाने वाला 9 किस से नहीं मना तो उसको 5 और दी,

मकान मालिक तो रोज़ 6-7 ले ही जाता है,

आप चिंता मत करना, मेरे पास अभी 35 किस्स और बची है, यह महिना आराम से कट जायेगा."

Receive Daily Jokes By eMail


Mast Photos For You
Hands Up Kid You Read It Wrong Dear GoPlate Concept – Eating While Standing They Said I Could Be Anything Babies Are Delicious

Sher O Shayari <3

Some Veg Jokes :)

16 Responses to "Biwi Se Syanpanti Nahi Karni Chahiye"

  1. Alok Gupta says:

    Pati fouj me biwi mouj me. Hi frnds how r u all.

  2. Lalitmangla says:

    Good joke admin iski to kahani ban gayi pati fauj main patni mauj main ha ha ha

  3. Anuj says:

    Old hai :((

  4. deepak says:

    old..but…vry funny…

  5. Himanshu.The.DON says:

    Fouji pati ko ek bichare ko salary nahi mili uper se bv ka randipuna. Usne to usi wakt apni rifel se goli marli hogi khudko

  6. deepak says:

    “Maut To Naam Se Badnam Hai,….e… Dost…
    .

    Warna
    .
    .
    Taklif To Zindagi bhi Deti Hai..

  7. anshul says:

    hehehehehehehehe nice babaji. old is gold.

  8. dilbar jani (heartbeat) says:

    Hahaha very nice joke

  9. panchhy says:

    hehehehe mastt h

  10. Satish says:

    pati fouj me parosi mouj m ……….. ha ha ha ha ha ha

  11. Rita says:

    bahut achcha laga kas aisa he hota……….

Leave a Reply