Dulhan Ho To Aisi

Views: 34,991 - Posted on 11 Sep 2012

Shadi Ke Function Mein Do Aadmi Aapas Mein Baat Kar Rahe The

Pahla: “Lo Kuch Din Pahle Hi God Mein Khelti Thi Aur Aaj Iski Shaadi Hai

Dusre Ne Puchha: “Aap Dulhan Ke Chacha Ho?

Pahla Muskurate Hue: “Nahi, Dulhan Ka Boss

Aajkal Har Koi Tattoo Chapvata Hai Vo Bhi Ek Se Bhadkar Ek - Par Main Is Aadmi Ke Tattoo Ko Award Dena Chahunga, Kya Mast Tattoo Hai
Or Share With Your Friends On Facebook
Some More Dhansu Jokes :)

Hindi Version

शादी के फंक्शन में दो आदमी आपस में बात कर रहे थे

पहला: "लो कुछ दिन पहले ही गोद में खेलती थी और आज इसकी शादी है"

दुसरे ने पूछा: "आप दुल्हन के चाचा हो?"

पहला मुस्कुराते हुए: "नहीं, दुल्हन का बॉस"

Receive Daily Jokes By eMail


Mast Photos For You
Ho Ye Daku To Kon Na Lutna Chahe GoPlate Concept – Eating While Standing Dancing In Rain – Remember These Days Abe Ye Hath Hi Hai Na Angry Face Of A Cat

Sher O Shayari <3

Some Veg Jokes :)

117 Responses to "Dulhan Ho To Aisi"

  1. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    Hehehehe. lolzzz ..:D . ..good one admin bro .. ! !! ..!

  2. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    Kya baat hai aaj sare shayr ho gaye??

    @Lalitmangla ji .. @deleted ji…@deepak bro ..@nitesh bro …badhiya shayri….
    ;) and kaise ho aap sab?

    @Dhiraj dear w r u???? @priya ji, navya ji u also

    baki sab @alok bro, ,, Rohit bro. HPS , prince bro, anuj bro, nd all users

    @RaVi bro welcome to the site…. :D…!!!

  3. Navya says:

    Us rat k baad se hmne apni ankhe hi nai kholi.
    jbse unhone hmse kaha tha subah hote hi muje bhul jana.

  4. Lalitmangla says:

    Good but old joke hello friends kahan hain sabhi

  5. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    NAVYA ji mujhe reject kar diya aapne????? bhuhuhuhuhu;(…..;(…..;(…..;((( bjuhuhu

  6. Nitesh says:

    @aby i m fine 2m apni sunao tum kaise ho…?

  7. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    @Navya bolo kaha chalna hai>> Taj ,,The Oberoi, parsion darbar ya kahi or???

  8. Navya says:

    Aby Yar taj to barbad ho gyi h yar kahi or chle ek solid place h vile prle side totaly natural h

  9. Lalitmangla says:

    Oye abi main hut raha hoon to sab ko kahani sunane lag gaya

  10. Lalitmangla says:

    Or koi ladki hai is site per jo mere sath date per jana chahegi but wo delhi ncr ki ho bcs i m live in fbd

  11. Navya says:

    Priyaji vry simple 4sal to hm abi btech krnge or bf means wai daily k nakhre rona yha milne aao ise bat kro use bat mt kro means totaly gulami n the 2nd mater hmre sath asa h yar ki yar hmra din me ek bar b dimag khrab ho jata h to hm pure din kuch nai kr pate islie abi koi gudluking or smart banda milega to hm ha nai bolenge or btech k baad jo mil jayega usi ko ha keh dnge

  12. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    @ADMIN MERE bade baihya aap kyo apne chote bhai ke bich aa rahe ho waise aap bahot bade ho…..!!!”

    @Navya ab tum sanko clear kar na plzzz….

  13. Prince - The Bad Guy says:

    Priya mere sath date pe jaayegi…. :) Jaogi na priya ? :-)

  14. Navya says:

    Adminji ap to phle se set h

  15. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    @Navya plzzz clear Karo ye tum kya kah rahi go????

    @priya ji hehehehe ab kise to “yes” bolo aap

    @lalitmagla ji aisa hi ho ….:!

  16. Lalitmangla says:

    Rashii panchii kahan ho tumhari bahut yaad aa rahi hai navya abi ke pass hai or priya ne mujhe thukra diya buhuhuhuhu

  17. Lalitmangla says:

    Are bhai baki ke friends kahan hain

  18. Deepak says:

    my attitude-

    Ae bure waqt jaraa adab se pesh aa,

    Suna he

    waqt nahi lagta
    waqt badalne mein…!!

  19. Deepak says:

    Safar mohabbt ka dushwar kitna hai…

    Magr dekhna hai k koi wafadar kitna hai…

    Yahi soch k use kabhi manga nahi

    maine Use prakhna hai

    k wo mera talabgar kitna hai,..

  20. Navya says:

    Priyaji solid coment “mere smj nai ata wo kya krti n kya bolti h” he he he he

    • Aby --^_^अमन^_^---- says:

      :(

    • Aby --^_^अमन^_^---- says:

      plzzzzzzzzzzzzzzzzz.

    • Aby --^_^अमन^_^---- says:

      really ya phir koi kal aakar tumhe puchenga chalo date par jate hai aur tum kahongi haan jarur???. .:( ‘( ??

    • Aby --^_^अमन^_^---- says:

      sweet Navya for you…..

      yun chup na raha karo Yun Khamosh Se Jo
      Ho Jatey Ho.
      …. Dil Ko Waham Sa Ho Jata Hai…
      . Kahin Khafa To Nahi Ho…..
      Kahin Udas To Nahi Ho…..
      Tum Boltey Achey Lagtey Ho…..
      Tum Lartey Achey Lagtey Ho…..
      Kabhi Sharart Se Kabhi Gussey Se….
      . Kabhi Hanste Achey Lagtey Ho…..
      Suno ! Tum Achey Lagtey Ho….”e Achey
      Lagtey Ho..
      … Suno ! Tum Achey Lagtey Ho….”

  21. Deepak says:

    hehehe…kya baat h..!! Aj toh badi dtng seting ho ri h…

    Kuch fynal ho jaye toh…shaadi k khaane me hume b bulana yr…

  22. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    sataogi mujhko rulaogi mujhko
    magar kis tarah bhula paogi mujhko….

    khuda jane kya haal hoga tera
    jab gairo ki BAHOO me paogi mujhko. ….!!:(

  23. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    Aaj Dard ko lafzon mein Bayan karne wale,
    Is Duniya me Mahaan ban Gaye,
    Jara Unhe jakar Dekho,
    Jo Apne Dard Ko Bhulakar,
    Dusro ke liye Muskaan ban gaye.

  24. Deepak says:

    Koi To Saawan Aisa Ho Jo Us Kay Sung Barsay..!!

    Tanha To Meri Aankhain Har Rooz Barasti Hain..!!

  25. Deepak says:

    Lalit bro, ap b..!!!

    Ghr pr bhabhi ko pata chala to..belan se puja ho jayegi….or in smart ladkiyo ki ‘chaaya’ me ap ki ‘chavi kharab ho jayegi.,..

  26. deleted says:

    admin aaj to bahut cmts aa gye……
    kal ki kami puri kar di h

    kal kahan the sab log ?

  27. Ravi Tyagi says:

    Arz kiya hai..
    Palkon ke kinare toh bhige hi nahi,
    Woh samjhte hain hum roye hi nahi,
    Aur wo puchhte hain ki khwabo me kise dekhte ho?..

    Aur hum hai kabhi raaton me soye hi nahi..

  28. Lalitmangla says:

    Admin mera coment awaiting main kyon aa raha hai

  29. deleted says:

    ab koi nahi h online ???

  30. Ravi Tyagi says:

    Deleted bro main hoon par lagta hai sab so gaye.
    Chalo hum bhi sone jate hain.
    Gud n8 swt drm

  31. Ravi Tyagi says:

    Na jane ladkiyan kaise chain ki nind so jati hain..

    Na jane ladkiyan kaise chain ki nind so jati hain..

    Hume to har karvat par apni Lulli set karni padti hai.

  32. Lalit mangla says:

    Ye kya ho raha hai

  33. rajesh says:

    ha thik thak sha hai.

  34. Lalitmangla says:

    Admin ise direct kar

  35. Lalitmangla says:

    Hello

  36. lalitmangla says:

    Admim coment show ker

  37. Lalitmangla says:

    Admin aaj ka joke kahan gaya

  38. nina says:

    ae samandr tu apni lahro ko kabu me hi rakh,
    ….
    ……zindgi me tufan lane ke liye hamra result hi kafi hai.

  39. deleted says:

    adamin aaj k comments kaha hai

  40. deleted says:

    where is today’s joke

  41. Lalitmangla says:

    Admin is vakt ka bhi joke gayab

  42. Vijay says:

    Dear Admin, bahut busy ho aaj? hamare liye thoda time nikalo.

  43. lalitmangla says:

    Kahan ho

Leave a Reply