Ek Anokha Par Kadva Sach
Views: 18,428 - Posted on 11 Sep 2012
Ek Anokha Par Kadva Sach
Duniya Mein Har Insaan Ka Alag Alag Naam Hota Hai,
Magar Bheed Mein Jab Bhi Koi Awaaj Lagaye, “Abe Chutiye”
To 20 Mein Se 18 Log Palat Ke Jarur Dekhte Hai
Kachhi Umar Mein Pyaar Nahi Karna Chahiye - Par Kyu? Pade Is Joke Mein Aur Bataye Ki Becharo Ke Sath Bura Hua Ya NahiOr Share With Your Friends On FacebookSome More Dhansu Jokes :)
- Height Of Revenge
Height Of Revenge: A Bastard Roaming In A Condom Factory With A Needle In His Hand- Condom Aur Whisper Ki Kahani Unki Jubani
Condom To Whisper: “Bloody Every Month You Stop My Business For One Week.” Whisper Repli ..- Non Veg Jokes Mobile Site
Dosto, Jaisa Ki Aap Jante Ho Mene Kuch Din Pahle Android Ki Ek App Banayi Thi, Jis Se Aap Easy Way M ..- Master Ji Aur Pappu
Teacher Pappu Se: “Pappu, Maan Lo Tumhare Pass 4 Toffee Hai” Pappu: “Thik hai Ji, ..- Ladki, Pappu Ko Bachha Mat Samajh
Ek Baar Pappu Apne Cousin Ko Milne College Gaya Vaha Pe Ek Se Bhadkar Ek Sunder Ladkiya Thhi Achahna ..Hindi Version
एक अनोखा सच
दुनिया में हर इंसान का अलग अलग नाम होता है,
मगर भीड़ में जब भी कोई आवाज लगाये, "अबे चूतिये"
तो 20 में से 18 लोग पलट के जरुर देखते है.
Receive Daily Jokes By eMail
Mast Photos For You

is it joke??????
haan chutiye sahi hai..! :-p
♥♥ Tujhe paane ki Iss Liye Zidd Nahi karte ♥
ke Tujhe khone ko Dil nahi karta♥
♥ Tu Milta hai Toh iss Liye Nazre Nahi Uthaate ♥
ki Phir Nazren Hataane ko Dil Nahi karta,♥
♥ Dil Ki Baat Iss Liye Tujhse Nahi Karte ♥
ke Apna dil dukhane Ko dil Nahi karta,♥
♥ Khwabon mein Iss LiyeTujhko Nahin Sajaate ♥
ki Phir Neend Se jaagne ko Dil Nahikarta♥♥
Haal toh puchte nahi matlabi dunia wale, zinda logo ka…!!!
Bas chale aate hain tayar hokar, janaze per barat ki tarah…!!!
Jis Ko Bina Mere Ata Nahi Tha Rehna…!
Ajj Wo Umer Bhar K Liye Kisi K Naam Ho Gaya …
great shers …all of them
Tu Mere Sang Ho Ye Zaruri Nahi Bas…!
Tu Jahan Bhi Rahe Sirf Meri Rahe…
Thik thak
Jinka vakt kabhi kat ta nahi tha hame dekhe hue bhi 1 pal ka aaj unhi chehron ka deedar kare hue sadiyan bit gayi
Woh fir se laut aye the meri zindagi mein,
Apne matlab ke liye,
Aur hum sochte rahe ke,
Hamari duaon mein dum tha.
Meri is shayri main koi galti hui ho bata yaar
Zamin K Paap Chupanay Ko Gagan Hota Hai,
Mann Ka Paap Chupanay Ko Badan Hota Hai,
Shayud Mar Ker Bhi Paap Chupatay Hain Log,
Esi Liye Har Laash Per Kafan Hota Hai….
Us “FiZa “Me “BhiJaLTa ”
RaHa “Mai “Kisi Ke LiYe..!!
Ae Dost
========
JaHa “ChiRaG “Bhi
TaRasTe “The “RosHNi “Ke “LiYe..!!
Kya baat hai sabhi shayar ban rahe hain
Hum to khud se hi pyar karte jab unse mila to unhone pyar ka matlab bata diya jinda hum pahle bhi the magar jeena unhone sikha diya
Hello friends
Hi frnds
Chehra mera hai Nigaahein uski,
Khamoshi me bhi wo baatein uski.
Mere chehre pe gazal likhti gayi,
Sheyar kehti hui aankhein uski.
Shokh lamho ka pata dene lagi,
Tez hoti hui saasein uski.
Faisla mauje hawa ne likha,
Aandhiyan meri to baharein uski.
Aise mausam bhi guzaari humne,
Subah jab apni thi toh shaamein uski.
Nind is soch me tooti aksar,
Ki kis tarah gujarti hogi raatein uski.
Door reh kar bhi hamesha rehti hai,
Mujhko thaame hue baahein uski.
Kya baat hai ravi bahut acchha likha hai
Admin joke kam pad rahe hain kya ab ka joke bhi gayab
2 3 din esa hi chalega.. family problems
Kya hua admin kya hamse apni pareshani shaiyer nahi karoge
karunga, par tasalli se pahle problems nipat to lene de bhai
Hi frnds i m Ravi Tyagi
Dosto hum bhi aap logo se dosti karna chahte hain.
Will u frndship with me..?
Ravi is site per entri karte hi tum sabhi ke dost ban gaye