Ek Baar Seva Ka Moka Hame Do
Views: 29,668 - Posted on 16 Jul 2012
Teacher Ne Ek Din Class Mein Bachho Se Puchha
Teacher: “Pappu Mera Doodh Nahi Peeta Hai, Is Sentence Mein Pappu Kya Hai?”
Ek Shararti Bachha Utha Aur Muskurate Hue Bola: “Madam, Pappu To Chutiya Hai, Aap Ek Mauka Hame Do“
Aajkal Ki Duniya Ka Haal Kya Hai? - Dekhna Chahte Ho To Is Photo Ko Dekho Aur Batao Kya Yahi Nahi Ho Raha AajkalOr Share With Your Friends On FacebookSome More Dhansu Jokes :)
- Kuch Khane Ko Dedo
Bus Stop Par Ek Lady Ke Hath Mein Whisper Ka Pack Dekhkar Ek Bikhari Uske Pass Gaya Aur Bola “ ..- What Do You Think I Am?
A Man Walks Up To A Pretty Woman In A Bar. Man: “Would You Have Sex With Me For One Million Do ..- Jahan Haddi Nahi Hoti Aur Wo Bahut Sensative Hoti Ha
Girls Or Boys Ki Wo Konsi Jagah Hoti Hai Jahan Haddi Nahi Hoti Aur Wo Bahut Sensitive Hoti Hai??? Li ..- Pathaan And Mochi
Ek Bar Chatt (Roof) Se Girne Ki Vajah Se Santa Ki Gaand Fatt Gayi To Vo Mochi Ke Pass Silvane Gaya S ..- Ek Shikari Aisa Bhi
Dosto Shikari To Bahut Se Hai Duniya Mein, Par Ye Sab Se Alag Hai.. Kaisi? ..Hindi Version
मैडम ने एक दिन क्लास में बच्चो से पूछा
मैडम: "पप्पू मेरा दूध नहीं पीता है, इस वाक्य में पप्पू क्या है?"
एक शरारती बच्चा उठा और मुस्कुराते हुए बोला: "मैडम, पप्पू तो चुतिया है, आप एक मौका हमें दो"
Receive Daily Jokes By eMail
Mast Photos For You

pappu = admin…
hahahahaha……….. sahi kaha :)
madam chalu thi..janto thi pappu aisa bolega…ha ha ha ha
Hi friends gud morning!!!!
Roz subha hum karte hai itne pyar se unhe good morning…
woh humhe ghoor kar dekhti hain jaise 0 ERRORS but 5 WARNINGS… :O
`
Kya chaal hai Tumhari, jaise chalti hai koi cat,
What is your ICQ number, Aawo karein chat :P
`
Tum jabse meri zindagi mein,
Aayi ho banke female
Yaad raha na ab kuch,
Na postman , na e-Mail :(
`
Apne chehre se ruswaiyoon ka ERROR to hatao,
janeman apne Dil ka PASSWORD to batao! ;)
`
Shayad mere pyar ko tastekarna bhool gayi…
Dil sey aisa CUT kiyake PASTE karna bhool gayi… :( :(
`
Tere pyar ka E-MAIL mere Dil ko lubhata hai,
Par beech mein tere bhai ka VIRUS aa jata hai! :( :( :(
`
Aap ka hasna,
Aap ka chalna,
Aap ki wo style,
Aap ki in aadaoon ko humne SAVE karli hai ek FILE,
Ab aur nahi sah sakte hum intezaar,
Humare Dil ki SITE pe jaldi ENTER karo yaar :O :P :D :)
hehehe…
Bahut drd hota h jb tcher bolta h ki tmhara or tmhare aage wale ka answer 1 h.
.
Tab dil se aawaz aati h
.
.
.
.
To saale sawal b to ek tha na.
Dear All Friends,
Mai Aap logo ko Apni Aap-Biti suna raha hun.
Plzzzz…… dhyan se suniye………
Saawan ka mausam thha
Poonam ki raat thhi.
Mein uske paas thha
Woh mere karib thhi.
Phir woh mere paas aayi
Aur thodi si ghabraayi
Jab maine uska haath pakada
Toh woh thodi si sharmaayi.
Usne kaha aaj hum
Aise bandhan mein bandh jaaye
Jise duniya ki
Koi taakat na tod paaye.
Meri khushi ka andaaza
Lagana mushkil thha
Par iske aage jo hua
Woh batana bhi mushkil thha.
Usne mera haath
Haatho mein lekar kaha
Yeh toh janam janmo
Ka bandhan hai
Phir mujhe yaad aaya
Woh Saawan ka mausam
Woh poonam ki raat
Yeh to Raksha Bandhan hai! :( :( :(
Dosto! Ye to pichle Raksha Bandhan pe mere sath ho chuka hai ..
Esliye Aap logo se meri request hai ke please be careful..
Gd joke yaar sahi kaha pappu ne the piuar milk
Pathan Goes 4 Interview
.
.
Manager to pathan-”Where is Abu Dabi?”
.
.
Pathan:…”Jis Qabristan me Hmara Ammi Dabi,.Wahi thoda door par Abu Dabi… :-) :-D ;-)
hahahahaha :)
Hello gd mrg alok bro
kya aap bhi kisi ka dodh pine me bysi hai
kab hui pyar ki barsat mujhe yaad nahi
kef me dubi mulakat mujhe yaad nahi
main khoya tha kuch itna uski chahat me
usne kab chod diya sath mujhe yaad nahi
ashiq bro hmari aesi kismt kahan. Peena to dur hme koi hath v nhi lagane deti. Dua kijiye koi jldi pt jaye.
Yaad krne k liye shukriya.
Dosto Aaj mai apne funny mood me hun to aap log kuch sun lijiye nahi to phir wahi Sala works load aur wahi Sali tension……. :(
Maine kuch songs ko modified kiya hai jo aap logo ko suna raha hun.
ORIGINAL :
Tumse milne ki tamanna hai…………pyar ka eerada hai…………
aur ek vaada hai…………J..a….a..n..a…m……..
MODIFIED :
Tumko marne ki tamanna hai……dushmani ka eerada hai……….
aur ek vaada hai…………..Z…..a…a…l…i…m………
ORIGINAL :
Tum paas ayae…………. yun muskuraye…………….
tum ne na jaane kya……… sapne dikhaye…………
ab to mera dil jaage na soota hai………….kya karun hai……
Kuch Kuch Hota Hai…………….
MODIFIED :
Machar paas ayae…………yun bhin bhinayae…………..
machar ne na jaane kyon ………sapne churaye…………
ab to raat bhar so nahin paata hun…………kya karun hai….
Machar Bhin Bhinate Hain………..
ORIGINAL:
Bazigar O…. bazigar…….tu hai bada Jaadugar………….
mera dil tha akela …………tune khel aisa khela ………….
tere yaad mein jaagu raat bhar…..r..r..r..r…….
MODIFIED:
Bazigar O…. bazigar…….tu hai bada Dhokebar………….
tune dil mera tooda …………maine Fevicol se jooda ………….
tere yaad mein mare Machaar…..r..r..r..r…….
ORIGINAL:
Jab bhi koi ladki deekhon……..mera dil dewana bole
ole……ole ole……ole…ole…ole………
gaon tarana yaara jhoom jhoom ke hoole hoole………….
Ole…..Ole …..Ole……………….Ole….Ole…..Ole……..
MODIFIED:
Jab bhi koi Party deekhon……..mera bhoka paet (stomach) bole
chole……chole…chole……chole…chole…chole………
khao bhar paet yaara jhoom jhoom ke hoole hoole………….
chOle…..chOle
…..chOle……………….chOle….chOle…..chOle……..
gud one
Navya joke kuchh jyada hi psnd aaya hai ! Lagta hai school ki yaad aa gai.
Adminji ase hi joke dia kijye
chalo samjha aaya hehehe
BTW good mrng to you and all users!!!
Oye ye btw kya h
BTW = by the way
by the way Tum kya samjh rahe the???
Oye aby Btw me itni smjdar na hu kuch na smji thi
Yaar aby ,navya se short me baat mt kia kro. Bechari bahut bholi hai.
oye oye oye !!!! hehehe
jyada bholi mat bano!!!! hehehe
Dear jay bro phir to aap har raksha bandhan pr apni gf se bhi darte honge
@Shanu bro. Apni ki to choro……
Aab to mai Raksha Bandhan pe Apne Dosto ki gf se v darne laga hun :P
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurati hain
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurati hain
Yeh to unke bache he kamine hai,
Jo Hume Mamma-Mamma kah ke bulaate hain :( :(
Ye Apun Sala v canfooz ho jata hai ki koun si Shayari dosto ko suna diya hai aur koun si nahi ……..
toh ye loo jo nahi sune ho wo bhi aur jo sun liye ho wo bhi…….
Bandar ki Beti Apne Baap se Boli
Papa Papa Mujhe Shadi Karni Hai
Beta thoda intezar karo kyu ki..
?
?
?
?
Dulha Abhi Jay ki Shayari Read Kar Raha hai :P
PANI AANAY KI BAAT KARTE HOO
DIL JALANE KI BAAT KARTE HOO
CHAR DIN SE MOO NAHI DHOIYA
TUM NAHANE KI BAAT KARTE HOO
Jis taraf dekho apka hi naam hai
Jis taraf dekho apka hi naam hai
upar likha hai most wanted
neeche 25 paise ka inaam hai
usne mehndi laga rakhi thi
humne uski doli utha rakhi thi
hum ko maloom tha ke woh bewafa niklegi
issi liye humne uski behan pata rakhi thi
APPLE KAT’TA HO KNIFE SE
PANI PITA HO PIPE SE
KIYA ZAMANA AGAYA HAI
JUTEY KHATA HO TUM WIFE SE
Ishq Me Dekh Tera Kya Haal Ho Gaya,
Badan Se Badbu Maar Rahi Hai,
Tujhe Nahaye Hue Zamana Ho Gaya.
Internet par ladki pataayi
Internet par ho gayi sagaayi
Internet par divorce ho gaya
Is bahaane computer ka course ho gaya
PYAR MAIN KISI NE DHOKHA KHAYA
TO KISI NE KASAM KHAI HAI
Tum WO MAJNOO HAI
JIS NE SIRF LAAT KHAI HAI
Dekha tujhe to rooh khush ho gayi,
Ek kami thi vo bhi puri ho gayi,
Pagal hain vo log jo kehte hain ki,
Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!
Na ishq karna mere yaar
ye ladkiya bahut satati hai
na karna in par aitbar
ye kharch bahut karwati hai
recharge tum karwa ke dete ho
or number mera lagati hai
Teri yaad mein humne kalam uthaayi
Liya paper aur tasveer aapki banayi
Socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge
Magar vo to bacho ko draane ke kaam aayi…
Umeedo ki manjil toot gayi
Aankho se ashqo ki dhara beh gayi
Are tumahri bhi kya izaat reh gayi
Jab class ki ladki bhaiya keh gayi..
Pyaar Ise Kehte Hain
Jawani ko zindage ki nikhaar kehte hain,
pathjad ko chaman ka majdhaar kehte hain,
Ajeeb chalan hain duniya ka yaaro,
Ek Dhoka hain Jise hum sab PYAAR kehte hain!
Hum aise aashik hain jo gulab ko kamal bana denge,
Uski har adaa par ghazal bana denge,
Agar wo aa jayegi meri zindagi me,
To lalu ki kasam Bihar me bhi Tajmahal bana denge.
DOSTI KI KADAR KARTE HAI HUM
AASMA MEIN SITARE HAI JITNE
YAKIN NA HO TO CALL KAR KE DEKHLO
BAAT KARENGEY AAPKE MOBILE MEIN PAISE HO JITNE
Yeh jo hasinao ke baal hote hai,
ladko ko fasane ke jaal hote hai,
pee jati hai sara khoon ladko ka
tabhi to gaal itne laal hote hai..
Tum door sahi majboor sahi,
par yaad tumhari aati hai,
Jab saans wahan par
leti ho toh badboo yahaan par aati hai
DOSTI KI KADAR KARTE HAI HUM
AASMA MEIN SITARE HAI JITNE
YAKIN NA HO TO CALL KAR KE DEKHLO
BAAT KARENGEY AAPKE MOBILE MEIN PAISE HO JITNE
Majnu ko Laila ka SMS nahi aaya
Usne 3 din se khana nahi khaya.
Woh marne wala hai Laila ke pyar mein,
Aur Laila baithi hai SMS free hone ke intezar mein.
Har gali phoolon se saja rakhi hai,
Har chowk pe ladkiyan bitha rakhi hai,
Na jane kis raste se aap aaoge,
Isliye har ladki ko ek-ek raakhi thama rakhi hai..
Meri Shayri sunke need aa rahi hai to jaakar so kyu nahi jaatey …….
Kya Soch rahe ho ????
?
?
?
Yahi naa k Jay koi Sexy Shayari sunayega :P :)
Toh phir Jaagtey rahi ……..
nice combination bro!!!
Jay tumne to kamal ker diya dhoti ko phad ke rumal ker diya ab usi rumal se apni naak saaf ker lo bahut gandi ho rahi hai
@Lalitmangla Bro. Land ko saaf karne ke liye apni Dhoti phadne ko nahi doge…. :P
;
;
‘
Q ?
.
.
Ki.
.
Wo Bhi Admin k G mar-maar k Bahut Ganda ho gaya hai :D :P :)
Jay bhai ne to agli pishali sari kasar aaj jam k nikal
li. ;-)
hello
Jab hum chote the to sone k liye rone
ka natak karte the par Aaj hum jab bade ho
gaye hai to rone k liye sone ka
natak karte hai
STRANGE BUT TRUE…..
Jay bro apki shayari ne to nvj par sama bandh diya wah!! Admin bro kaun sa injection laga diya jay bro ke…
@Hps bro. Aajkal Aap kuch free sa dikhayi de rahe hai.
Kya Baat hai ????
Kahi Aapke G ka Dhandha-Paani Manda to nahi chal raha hai :P
hmmm………. Hps bro. Aapne Jawab nahi diya :(
Aap G ka name sunkar chup kyu ho jaatey hai ??????
“G” se humara matlab Aapke Gold k business se hai :D :P
old joke
very nice…bachche ne jawab de hi diya hai…ab comment kerne ke liye kuchh bacha nahi hai….aj ke bachche..very smart…
@Sweetheart,
Kal tumne kaha ki teri aankhein to kisi angel se kam nahi hai.
toh jo bhi ho Lekin phir bhi……..
Teri Aankhon Me Itni Kashish Na Thi Ke Mujh Ko Gira Deti.
Yeh To Eahtaram-E-Dosti ka Thha Ki Humne Khud Ko Jhuka Diya :) :)
Apni to mohabbat ki itni kahani hai,
Tooti hui kashti or thera hua pani hai,
Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,
Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki
nishani hai…
Hum agar aapse mil nahi paatay
Esha nahin kay aap humein yaad nahin
aate
Mana ka jahaan kay sab rishtey nibahaye
nahin jatey
Par jo bas jatay hai dil mein wo bhulaye
nahin jatay…
Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota
Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota
Toh kya hua agar hum tume na paa sake
Sirf paane ka matlab pyar nahi hota…
kehti hai woh,
har ek khoobsurat chehre ko dekhta hai
tu…
kehti hai woh,
har ek ladki ko kyu dekhta hai tu…
kya kahun tumse??
bas har ek chehre me nazar aati hai tu…. “”"Good excuse for boys”"”"
Kab Howi pyar ki Barsat Mujhe Yaad Nahi
Khof mein doobi mulaqat Mujhe Yaad Nahi
Mai to Madhosh tha kuch itna Uski Chahat
Mein
Us Ne Kab Chorr Diya Sath Mujhe Yaad
Nahi.
Hume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya,
Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akeala
Paya,
Dhoonte Rahe Is Duniya Main Humsafar,
Kisi Ko Dhoke Baaz, Kisi Ko Bewafa Hi
Paya…
What an Attitude !
A boy proposed to a Girl,
Girl-I am not accepting your proposal but I
salute your choice..!!
gud joke aby….
Facebook account open kiya bro? khas non veg ke liye mai bhi yahi soch raha tha!
@ AByz bro. koi open karke bhi kya kar lega……… Yaha Admin ki #### me to Daal nahi sakta hai aur agar kisi ne bhool kar Daal bhi diya to Admin Chillane lagega . :P :P
aby 24 hrs site par hi rahte ho kya ?
hehehe bro mera kam he PC pe hai to ek window me nonveg ek tarf Facebook ek tarf assasians creed and side me kaam!!!
yadi ho itna zyda kaam
to lagao G mai zhandu baam hehehe
dosto aaj DAAN DIWAS hai.
Apne aaj tk bahut kuchh daan kia hoga jese blood, money, milk etc.
Bt aaj kuchh alg daan kijiye.
Kripya apni apni gf daan kijiye nd heaven me apni seat cnfrm kijiye.
Gr8 offer : don’t miss it.
ye Shalu or Nina kahan hain ?
Good joke
“hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm girl ” kahan hai aaj.
yahiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
hooooooooooooooooonnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn……………………………………………………………………
Oyeeeeeeee………….. Kamini Bandariya tu Apni punch kitani bhi Lambi kar ley…. Phir Bhi Es Kale Langoor se teri puch Lambi nahi ho sakti :P
hmmm
@prity saxena
aapne ape ko bad kyu kaha
jabki aap hi es site ki ekloti good girl ho
oye admin paaji
teri G mai paav bhaji hehehehe
adim ji ki site or G hamesha open hoti h
kyu ki admin ji kehte h
we believe in open source…..
Good joke. Par je to pata lago k vo sararti bachcha kaun
hai jo pappu ko ugli kr raha hai.
Jay bro kam to theek chal rha h ap jaison ka pyar kheench lata h yahan, apki mahanta ko hmara salaam hai yr….