Films Ke Naam Ka Chakkar

Views: 34,704 - Posted on 27 Mar 2012

Santa Banta Ek Din Film Se Related Baat Kar Rahe The To Achanak Se Santa Ne Banta Se Puchha.

Santa: “Deepa Mehta Ne Ek Film Lesbeens Par Banayi Naam Rakha Fire Ab Wo Gay Ke Upar Film Bana Rahi Hai Socho Uska Naam Kya Hoga?

Banta: “Pata Nahi

Santa: “Backfire

Want To Know The True Fact Of Boys? - Click Here To See
Or Share With Your Friends On Facebook
Some More Dhansu Jokes :)

Hindi Version

संता: "दीपा मेहता ने एक फिल्म लेबियंस पर बनायीं नाम रखा फायर अब वो गे के ऊपर फिल्म बना रही है सोचो उसका नाम क्या होगा?"

बंता: "पता नहीं"

संता: "बेक-फायर"

Receive Daily Jokes By eMail


Mast Photos For You
Chhod De Ye Sab Aa Mere Sath Chal Hats Off To Her Where There Is A Will, There Is A Way A Horse Or Two Bags? This Is How To Handle The Police

Sher O Shayari <3

Some Veg Jokes :)

43 Responses to "Films Ke Naam Ka Chakkar"

  1. Priya says:

    hii friends,…………………….

  2. Nilesh {{*N¡£€$H*}} says:

    Joke acha to nhi but kharab b nhi..
    Dosto kaise ho ap sub….???
    Aj koi aaya hi nhi site pr….?

  3. naina says:

    joke k bare m no comments………………………………
    nilesh kese ho? so bsc m pcm h ya pcb?
    priya aap batao ki kese ho aur w2h m ni milte ho ab.. hmmm
    deleted ji aaj site p nhi dikhe….. i think topi lene gye h , dont mind yr
    dhiraj nice joke .. kese ho?
    rashii hows u?
    l mangla aap kese ho , i m f9? deepak bhi aaj site pr nhi aaye……….

  4. kinshuk says:

    hellow frnds who remember me, hmmm
    priya, deleted ji, nilesh, naina , deepak aap log kese ho?
    dhiraj helow ….

  5. deepak says:

    Aaj Kal Har Shaks Hame Kaise Jiye Ye Sikha Kar Jata Hai,
    Are Abhi Kuch Khwab Adhure Hai Hamare,…
    Warna Jeena Hame Bhi Aata Hai….
    Hi…frnds…

  6. deepak says:

    frnds aapne is se bhtr taana nh suna hoga..
    Pati- dear tum khubsurat hoti ja ri ho
    patni”kichen se”- tumne kaise jana?
    Pati- tumhe dekhkr rotiyaan bhi”JALNE” lagi hain….
    Del bro. Mai dua karunga ki ap ko kabhi esa tana nh dena pade…

  7. sonam says:

    gudnite………….

  8. deepak says:

    dhiraj bro, nilesh ji, deleted ji, jay bhai, L mangla ji, priya ji, naina ji, kashish ji, sonam ji, n Admin bro.
    Mai ja raha hu..
    bs..ja.. raha hu.. Ok bye…n thnx..all of you…bye….ap sb ka sath bht pyara raha..

  9. naina says:

    good nite :) all ,

  10. Dhiraj*(Born on 2012) says:

    @Deepak ji..aap kanhi bhi jaein rahenge isi duniya mein aur kbhi na kbhi aapko yaad hum logo ki aa hi jaegi..isliye ye duniya tumhara ek kaid khana hai..jo apne jaal mein logo ko baandhe rkhti hai..aap janha pr bhi rahein khush rahein..aur aapko humari bhi umar lag jae:)…par tumhare jaane ka tarika accha nhi laga hume..aapki baate hi aapki pehchaan hain..jo hume yaad hai..jo aapko duniya se alag krti hai…tc miss u!!
    @kinshuk…kon si duniya mein the..chalo accha hai tumhe to mein bhula nhi..aur kbhi nhi bhulunga..tc my dear n little brother..love u.
    @naina..dear tumse mein kaafi impress hoon..ehi tumhara plus point hai ki tum positive thinking rakhti ho..tumhari jaisi ladkia mujhe intresting lgti hain..tc..woh to mujhe joke nhi laga haha:)
    @jay..lagta hai..busy ho chala hai..is duniya k kisi kone mein..
    …by the way i dont hate anyone but hate stupidity..thats it..koi bhi ho.
    @tc NIL DEL SON PRI…AUR HUMARE VISHWAPRASIDH BABAJI…SWAMI SEXIDAS…jinki anmol shiksha hume aane wale kal k prati saawdhan,pratigyawaan,vidwaan..banegi
    …babaji ki jai ho!!….dosto babaji k naam par chanda ikattha krne k liye sochte hai ..jisse aage aaane wali peedhi bhi unhe yaad rakhe:)
    ..good night friends..apna khyal rakhiega

  11. Anuj says:

    hmmmmmm gud1

  12. Nilesh {{*N¡£€$H*}} says:

    Dosto(priya deleted anuj naina kashish deepak wanted jay dhiraj & dear all frndz) kha ho aap sub…???

  13. deepak says:

    hi..nilesh bro..

  14. deepak says:

    are yr vo to mai nahaane k liye bathroom ja raha tha..
    Isliye bye bola tha…ha..ha..ha..ha..

  15. Nilesh {{*N¡£€$H*}} says:

    **GOOD MORNING DEAR FRNDZ**

    Dosto (priya jay deleted deepak naina sonam anuj l-mangla kashish & dear all frndz…) kaise ho ap sub…???
    @tere bina dil nhi lagta,…… it’s REALLY….!!!

  16. deleted says:

    Roti wala joke bahut aacha tha deepak bro….I sent the same to my wife…..hehehe…..

  17. deepak says:

    hi…dosto…keiso ap sb ?
    Del bro. Ap vo msg bhabhi ko send mt kr dena…pata chale bhabhi ne apki no entry kr di ghr me…
    Mere st esa ho chuka h..bhai…2 din tk hotel me nyt stey krna pada tha..ha..ha..ha..ha..

Leave a Reply