Kisne Tumhe Pregnant Kiya?

Views: 31,032 - Posted on 24 Jul 2012

Ladki Ko Pregnant Dekh Kar Baap Ne Gusse Se Puchha

Baap: “Kisne Tumhe Pregnant Kiya?

Ladki Rote Hue: “Agar Aap 15 Kele Khao, To Kya Aap Bata Sakte Ho Ki Konse Kele Se Aapka Weight Bada?

 

Kon Kahta Hai Ladke Dokhebaaj Hote Hai - Vo Sirf Apni Life Mein Ek Bar Hi Bar Mohabbat Karte HaiTo Kyu Badnam Hai Ladke?
Or Share With Your Friends On Facebook
Some More Dhansu Jokes :)

Hindi Version

लड़की को गर्बवती देख कर बाप ने गुस्से से पूछा

बाप: "किसने तुम्हे गर्बवती किया?"

लड़की रोते हुए: "अगर आप 15 केले खाओ, तो क्या आप बता सकते हो की कोनसे केले से आपका वजन बड़ा?"

Receive Daily Jokes By eMail


Mast Photos For You
Ladkiyo Ka Asli Roop Get Your Mind Out Of The Gutter This Is What We Are Doing With The Nature This Is A Drawing Done In Pencil, Not A Photo. One Of The Best Creative Art I Have Ever Seen

Sher O Shayari <3

Some Veg Jokes :)

63 Responses to "Kisne Tumhe Pregnant Kiya?"

  1. rajesh says:

    arebaap re baap aaj ki naari jo nahi kuwari hahaha

  2. rajesh says:

    admin, bhai agle joke ka ttlw prh kar mujhe apne ek
    dosr ki yaad a gayi. jis ne is idea ko school me istamaal
    kiya tha.ese mamalo me uska ulta dimag bahut
    chalta hai. Thank u bhai tumne vo purane din yaad dila die.
    kya mast din the vo.

  3. .*,~*o({(*Dhiraj*)})o*~,.* says:

    *GOOD EVENING FRIENDS*
    jay
    deepak
    prince
    aby
    del
    lalit
    nitesh
    anuj

    aur baki ladke :( jo iss site pe aate kyun hai??? faltu cmnts dene k liye!!..yeh site admin ki hai…by the way :)….ex -rohit rajesh vijay….!! heartlyhurty boys!!

  4. Vjay says:

    Lagta h aaj sbhi frnds ladkiyo ko kele suply me lge h.

  5. .*,~*o({(*Dhiraj*)})o*~,.* says:

    be boys frm heart nt frm body
    be intelligent frm mind nt frm l*
    be loveable frm heart nt frm knee

    for every chutiya ladke n g* ladke!!

    • aby says:

      hello dhiraj dear aaj site suni suni lag rahi nai?

      SaB kaha hai deepk bro , del Ji to nahi aayenge, nitesh bro, prince bro , nilesh bro, lalit ji, hps ji alok bro, anuj bro, rajesh bro jack bro, vijay bro, and Navya di ,priya ji , and how are you all?

  6. rajesh says:

    kando pe tum ja rhe the aur hum bi
    ful tum pr bras rhe the aur hum pr bi
    farak bas itna sa tha teri dolli ja rhi aur hamri arthi ja rhi thi.

  7. .*,~*o({(*Dhiraj*)})o*~,.* says:

    for girls

    be girl frm heart nt frm body
    be intelligent frm mind nt frm c*
    be loveable frm heart nt frm knee

    for every dirty mind girls n chutiya* girls!!

  8. Lalitmangla says:

    Good joke kya jawab diya ladki nai maja aa gaya

  9. Harendra chaudhary (hps) says:

    @ Aby Dost hm to yahi h aur theek v hain, @ dhiraj ji jb ap jai laazbab comnt karne wale hain to hm jarurat hi nhi hoti cmnt krne ki padhkr maza jo lete h.

    • .*,~*o({(*Dhiraj*)})o*~,.* says:

      @Hps,..agar yeh site ageless ho aur mein bhi ageless rahoon..aur mujhe pyaar krne wale bhi ageless rahein..to mere comnts bhi agless rahenge..kyunki cmnt krna meri weakness hai…jo meri comment krne ki mazbut iccha se paida ho ti hai..i love commenting…kucch thoughts discover krne k liye..aur kucch pyaar paane k liye aur dene k liye
      :)
      Hps

  10. Deepak says:

    Hello, Frnds…
    @ Del bro. Aap k dad ki tabiyat ab kaisi h…Dear bro hum sb ap k father k liye pray karnege…or muj se posibl hua toh main 1 din ka upwas karunga…bs aap jaldi se gud news dena…
    .
    @ Thnx my lovely Dhiraj dear n ABY dear, Muje yaad krne k liye…Pata nh kyu..but pahle Admin bro k papa ji ki tabiyat or us k baad Del bro, k papa ji ki tabiyat ka sun kr dil udaas ho gaya..or cmnt krne k man hi nh hua…
    .
    @ Admin bro, Aap k father ki tabiyat thk h na..? Wese muje ye kahne ki jarurat nh h but fir b…. Plz unki care krna…
    .
    @Dear al frnds kaise h aap sb…?

    • .*,~*o({(*Dhiraj*)})o*~,.* says:

      @Deepak dear,..so sweet of u(kitne meethe ho tum)….tumhare baare mein kya khe..jo tumhre cmnt padh k pata laga..bus dil yeh khta hai..tum jiyo hazaaro saal aur saal k din ho bemisaal!!
      bus aap mere dil mein humsha hain aur humesha rahenge!!

      take care dear(apna khyal rakhna pyaare)
      :) *

    • aby says:

      deepak bro and Dhiraj dear kaash sap jaise dosto ke saath rahene milta!!!!!

    • deleted says:

      thanx deepak…..i really need it ….

  11. Deepak says:

    Dosto, Kal se pata nh kyu..dil bht udaas tha…bht si udaasi bhari news…or bura din…
    But Aaj meri 1 frnd k msg ne muje sochne pr mjbur kr diya..or shayad kuch hd tk khush b kr diya…

    Us ne msg ye kiya tha..

    Udasiyo ki wajah to bahut hai

    Zindgi mein..

    :-(Par bewajah khush rehne ka maza hi kuch aur hai…. :-)

    kitni sahi baat h…
    Muje b kisi ese ì msg ki jarurat thi…

    • aby says:

      Gham na kar Zindagi bahut badi hai,
      Chahat ki mehfil tere liye saji hai,
      Bas ek baar muskura kar tho dekh,
      Taqdeer khud tujhse milne bahar khadi
      hai…

      Always be happy bro!;)

  12. .*,~*o({(*Dhiraj*)})o*~,.* says:

    @Deepak,.yeh bilkul acchi baat nhi…be be be be be hap hap happ happ happy happieeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
    :)
    @aby…haha!!..apne dil mein basae rkhna…bus..ok!!
    :)

  13. .*,~*o({(*Dhiraj*)})o*~,.* says:

    ;)

  14. aby says:

    Woh Mujh Ko Mil Gayi Main Ussey Khojta
    Raha
    Uss Mein Hi Ussi Shaks Ko Dhoondta Raha
    Dasht-E-Dil Mein Yaadon Ki Baarishein
    Honey Say
    Banjar Zameen Say Bhi Sabza Phoot-ta
    Raha
    Aawaazon Ka Ik Hujoom Aas Paas Tha
    Magar
    Sannata Mairey Wajood Mein Sada Bolta
    Raha
    Woh To Bicharr Ke Duniya Ki Bheerr Mein
    Gum Ho Gayi
    Aur Ye Main Hoon Ke Umer Bhar Ussey
    Sochta Raha
    Gar Mil Gaya Kabhi Woh To Poochoon Ga
    Ye Sawal
    Kyun Mohabbat Ikk Bharam Hai Jo Sada
    Toot-ta Raha
    Dil Mein Basaya Tha Jissey Mainey Woh
    Dilruba
    Ban Ke Rahzan Qadam Qadam Mujhi Ko
    Loot-ta Raha….!!

  15. aby says:

    Yeh apna ishq reh gaya dharey ka dhara,
    Kiraye-daar achaanak makaan chorr gaya:!!!!:)

  16. Deepak says:

    fact-

    “Agar Rishte Sachhe Ho Toh Jyada Sambhalne Nahi Padte,

    Aur Jin Rishto Ko Jyadaa Sambhalna Pade Woh kabhi Sachhe Hote Hi Nahi”

  17. aby says:

    Taazi Hai Ab Bhi Us Mulaaqat Ki Khushbu,
    Jazbaat Me Dube Hue Lamhat Ki Khushbu,
    Jis Phul Ko Pal Bhar K Lye Thaam Liya Tha,
    Muddat Se Haathon Me Hai Usi Gulaab Ki
    Khushbu…

  18. aby says:

    Hum Ne Chaaha Magar Padha Na Gaya…
    Oska Chehra Kitaab Jaisa Tha………………!

  19. aby says:

    Barishon K Mosum Mein ..
    Unko Yaad Krnay Ki
    Adatin Purani Hain..
    Ab K Baar Socha Hai..
    Aadtain Badal Daalian Phir
    Khayal Aatay Hai..
    Adtain Badlnay Say Barishain,
    Nhi Ruktien..

  20. Shanu says:

    Usne mere zakhmo ka khuch yun kya ilaaz
    marham bhi lagaya to kanto ki nok se

  21. Shanu says:

    Drd hi sahi mere ishq ka inaam to ayaa
    khali hi sahi mere hoton me jaam to ayaa
    me hu bewafa sabko bataya usne
    uhi sahi uske labo pe mera naam to aaya

  22. Shanu says:

    Sehrm me mere haal pe roya nahi koi
    gar phot k roye to mere payon k chale

  23. Nitesh...Some..Say..:~ says:

    Hie…
    gud nyts @dhiraj jee nd @aby bro..!
    Nd all hw r u..?

  24. Nitesh...Some..Say..:~ says:

    Raastein Me Chup Chaap Bikhar Jata…

    Main Umar Ke Rastein Me Chup Chaap Bikhar Jata…

    Ek Din Bhi Agar Apni Tanhaaii Se Dar Jata…

    Main Tark E Ta“alluq Par Zinda Huun So Mujrim Huun…

    Kaash Uss Ke Liye Jiitaa…
    Apne Liye Mar Jata…

    Uss Raat Koi Khushbu Qurbat Mein Nahi Jaagi…

    Main Varnaa Sanvar Jaataa…
    Aur Wo Bhi Nikhar Jata…

    Uss Jaan-E-Takallum Ko Tum Mujh Se Tu Milwate…

    Taskheer Na Kar Paataa, Hairaan To Kar Jaataa…

    Kal Saamne Manzil Thii, Peechhe Meri Aawaaze…

    Chalta To Bichhad Jaataa, Ruktaa To Safar Jata…

    Main Shaher Ki Rounak Me, Gum Ho Ke Bahot Khush Thaa…

    Ik Shaam Bachaa Laitaa, Ik Roz To Ghhar Jata…

    Mehroom Fazaaoun Me,Mayuus Nazaron Mein…

    Tum AZM Naheen Tahre, Main Kaise Taher Jaata..!

  25. Nitesh...Some..Say..:~ says:

    Ek aadmi raat 3 bje uttha, tahajud ki namaz aada ki, aur
    Dua krne lga
    “Mere maula sb so rhe hai aur
    main teri ibadat kr rha hu”
    Ye sun kr barabar wale ghar Se awaz ayi
    “Kamine tu apni dua mang
    hamari shikayat q kr rha hai” :-D :-)

  26. Nitesh...Some..Say..:~ says:

    Ajab si bekarari hai,
    Ajab si bekarari hai,
    Din bhi bhaari tha raat bhi bhaari hai,
    Agar mera dil todna hai to shauq se todiye,
    Kyon ki cheez ye hamari nahi tumhari hai.

  27. Nitesh...Some..Say..:~ says:

    Cutest Proposal:
    Boy: Kya Main Aapka Address Jaan Sakta Hon?
    Girl: Kyon?
    Boy: Ek Din Baraat Jo Le Kar Aana Hai. :-)

  28. Nitesh...Some..Say..:~ says:

    जिन्दगी की उलझने शरारतों को कम कर देती हैं।

    और लोग समझते हैं कि हम बडे हो गए॥

  29. Prity saxena- (the bad girl) says:

    Goodmornig dosto mausam hai aashikana because it is raining

  30. Vjay says:

    Good Morning to all friends on this site. I am Vijay from Jaipur. I recently join this site. I hope I will get some good frnds here.

  31. Priya says:

    hahahahaha….
    Gandi ladki :(

Leave a Reply