Kya Aapne Bhi Dekhi Hai Aisi Movie?

Views: 30,309 - Posted on 12 Aug 2012

Pappu Jab Chota Tha To Ek Din Ghar Par Badi Late Aya

Maa Ne Dante Hue Usko Bola: “Tu Itni Raat Ko Kidhar Tha?

Pappu: “Mummy, Vo Main Sath Wale Sharma Ji Ke Ghar Tv Dekh Raha Tha

Maa: “Oye Juth Mat Bol, Unke Ghar Ka Man Gate To Rat Ko 8 Baje Hi Band Ho Jaata Hai

Pappu: “Par Mummy Mene To Unki Khidki Mein Se Sari Movie Dekhi

Film Mein Ek Ladki Thi Jo Apne Kamre Mein Bethi Hui Thi, Tabhi Hero Aata Hai Aur Uska Hath Pakad Leta Hai Aur Fir Usko Puppy Karta Hua Bed Pe Lita Leta Hai

Itne Mein Santa Kamre Mein Gussa Aur Ek Zor Ka Thappar Pappu Ko Maara

Maa: “O Ji, Kyu Maarte Ho Bachhe Ko, Film Ki Story Hi To Bata Raha Tha

Santa: “Haramzada, Pata Nahi Kya Kya Dekhta Rahta Hai, Sharma Ji Ke Ghar Mein To Tv Hi Nahi Hai

Mahngi Mahngi Bikes To Bahut Hai Duniya Mein - Par Aisi Mast Bike Na Milegi Kabhi
Or Share With Your Friends On Facebook
Some More Dhansu Jokes :)
  • Happy New Year 2013
    Dosto Aap Logo Ko Naya Saal Bahut-Bahut Mubarak Ho Aur Rabb Se Dua Hai Ki Ye Naya Saal Aap Logo Ke J ..
  • Karja Kaisi Chukaye?
    Ek Seth Apne Karjdaar Ke Pass Hisaab Ke Liye Gaya. Karjdaar: “Mere Pass Paise Nahi Hai” ..
  • Santa, Cycle Aur Ladki
    Ek Bar Santa Cycle Pe Gaanv (Village) Jaa Raha Tha. Raste Mein Ek Sunder Si Ladki Ne Santa Se Lift M ..
  • Prayer Of A Little Child
    Dear God, Please Give Clothes To All Those Poor Ladies In Daddys Laptop, And Please Provide Houses T ..
  • Baba Sexidas Ka Chela Ban Ne Ka Fayda
    Ek Aadmi Ne Apne Padosi Ko Chidane Ke Liye Kisi Baat Pe Bola. Aadmi: “Yaar, Teri Shakal To Bil ..

Hindi Version

पप्पू जब छोटा था तो एक दिन घर पर बड़ी लेट आया

माँ ने डांटते  हुए उसको बोला: "तू इतनी रात को किधर था?"

पप्पू: "मम्मी, वो मैं साथ वाले शर्मा जी के घर टीवी देख रहा था"

माँ: "ओये जूठ मत बोल, उनके घर का मेन गेट तो रात को 8 बजे ही बंद हो जाता है"

पप्पू: "पर मम्मी मेने तो उनकी खिड़की में से सारी मूवी देखी"

"फिल्म में एक लड़की थी जो अपने कमरे में बेठी हुई थी, तभी हीरो आता है और उसका हाथ पकड़ लेता है और फिर उसको पप्पी करता हुआ बेड पे लिटा लेता है"

इतने में संता कमरे में गुस्सा और एक जोर का थप्पड़ पप्पू को मारा

माँ: "ओ जी, क्यों मारते हो बच्चे को, फिल्म की स्टोरी ही तो बता रहा था"

संता: "हरामजादा, पता नहीं क्या क्या देखता रहता है, शर्मा जी के घर में तो टीवी ही नहीं है"

Receive Daily Jokes By eMail


Mast Photos For You
Kar Sakta Hai Koi Aisa? Oyeee Ek Peg Hor Do Manega Na Mera Kahna One Of The Best Motion Shot Ever I Lava You – Amazing Click

Sher O Shayari <3

Some Veg Jokes :)

20 Responses to "Kya Aapne Bhi Dekhi Hai Aisi Movie?"

  1. Piyush Maurya says:

    hahahahahahahahahahaha…
    Gud joke.*
    gd mrng all frndz*

  2. Lalitmangla says:

    Hahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahaha good joke

  3. Lalitmangla says:

    Good morning friends

  4. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    ************GOOD MORNING**********
    ENJOY THE SUNDAY FRNDZZZ…..!!!;D

  5. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    Jab Teri Dhunn Mein Jiya Kartey Thay..!!
    Hum Bhi Chup Chaap Phira Kartey Thay..!!

    Aankh Mein Piyaas Howa Karti Thi..!!
    Dil Mein Tofaan Utha Kartey Thay…!!

    Kisi Veeranay Mein Tujsey Milkar..!!
    Dil Mein Kiaa Phool Khila Kartey Thay..!!

    Ghar Ki Dewaar Sajanay Kay Leye..!!
    Hum Teraa Naam Likha Kartey Thay..!!

    Woh Bhi Kia Din Thay Bhulaa Kar Tujhko..!!
    Hum Tujhey Yaad Kiya Kartey Thay..!!

    Jab Teray Dard mein Dil Dukhta Tha…!!
    Hum Teray Haq Mein Dua Kartey Thay…!!

    Bujhnay Lagta Jo Chehra Tera..!!
    Daagh Seenay Mein Jala Kartey Thay..!!

    Apnay Jazboon Ki Kamandon Say Tujey..!!
    Hum Bhi Taskheer Kiya Kartey Thay..!!

    Apnay Aansoo Bhi Sitaroon Ki Tarah..!!
    Teray Hontoon Pay Saja Kartey Thay..!!

    Chairta Tha Ghum-e-Duniya Jab Bhi..!!
    Hum Teray Ghum Say Gilla Kartey Thay..!!

    Kal Tujey Dekh kay Yaad Aya Hay..!!
    Hum Sukh’noor Bhi Howa Kartey Thay…!!

  6. Dhiraj* says:

    no need to thanx aby!!
    bhagwaan mujhe jo banaya hai…uss wajah se mein ladko se kaafi emotionaly mentally aur har tarah se attach hone ..yaj jude hone ka feel krta hoon!!…jis tarah STraight boys GIRLS ki aur…isliye mujhe waisa krne mein khushi milti hai..means unse baat krna pyaar dena….par har ladke itna pyaare thode hi hotein hain :( .. koi mujhse hello hi ya love etc etc kre woh wahi rahega means…jo wo hai…Mein ladkio se sex krun ya naa krun pyaar krun ya naa krun.. lekin jo mein hoon wahi rahunga… i cant change myself..jinko problem hai..woh unki less knowledge ki problem hai…. sex se jada love jada matter krta hai..tabhi relation long chlta hai…mein hr janm mein aisa hi banna chunga…but ek baar ladki bhi…kyunki ladkia kya exp..krti hain..mujhe to nhi pata par andaza mein laga sakta hoon…wiase mein har kism ki ladkio ko jaanta hoon :) ..aur ladko k baare mein bhi shayad ..but lovely boys aur sweet girls..in logo ki demand jada rehti hai :) ..by the way m not lovely m sweet …Deepak is not sweet he is lovely ..mein lovely ladko ko sense kr leta hoon!! aur ladkia lovely ladko ki deewani ..aur ladke sweet girls k diwane :) ..i think im right!! :)

    SO BOYS be lovely…ek lovely boy har tarah k ladko pe bhaari pad jata hai… Deepak is 90percent lovely!! baaki ka nhi bataunga!! sbke pata hai :) kyunki ladko ki baato se mein unhe ander tak sense kr jada hoon!! ladkio ko bhi kr leta hoon..lekin utna nhi!!

    tc!!
    GOOD BEFORE NOON!!

    • Aby --^_^अमन^_^---- says:

      God sabko ek gift dete hai!!!! logo ko andar tak pahchana .. apko bhi ye gift diya hai …but mujhe ye samjhta ta hi nahi ke kon bura hai ya achha koi do char mithhi batea kare to mujhe lagta hai wo bahot accha hai iske ujhe se to mere. GF’s ke sath break up hote hai hehehe but sesly you gota best gift…… so be happy dear!!!!;)

      • Pearl* says:

        THIS s MY SECOND NAME ABY!!..isko meine sense kr khud pr kya suit krta hai.. what i feel frm inside!! isliye name Pearl suits me Best!! no other name suits me best!!

        @Aby dear, thanx ,..tumne jo kucch likha thoda padhne mein muskil hui…par i got that!!..
        tc!! Dear aby!!
        thoda aisa likha kro mein samjh sakun taki tumhe good reply de sakun..means tumhare swaal ka pura jawaab de sakun!!
        :)
        —ur friend (Pearl)*

      • Aby --^_^अमन^_^---- says:

        that name is cute.. hehehe ,,,are mere androind me auto dictionary on hai iss liye Hindi likhna hard ho jata hai nd mai wo off karna bhul jata hu is liye…. next time dhyan rakhunga….:)

  7. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    Aye Khuda Tune Muhobbat Ye Banai Kyun
    Hai
    Gar Banaye To Muhobbat Main Judai Kyun
    Hai
    Kyun Diya Pyar Mujhe Iski Zaroorat Kya Thi
    Meri Barbadi Me Shamil Teri Kismat Kya Thi
    …Meri Raahon Me Khushbu Ka Safar Rahta
    Tha
    Dil Me Aabaad Gulabo Ka Nagar Rahta Tha
    Jindgi Khar Bhari Rahome Layi Kyun Hai
    Aye Khuda Tune Muhobbat Ye Banai Kyun
    Hai
    Mai Hoon Bikhra Hua Gardish Me Sitare
    Mere
    Gam Ke Tufan Mai Dube Hai Kinare Mere
    Na Khatavaar Na Mujrim Na Gunahgar
    Hoon Main
    Sach To Ye Hai Ki Muhobbat Ka Parastar
    Hu Main
    Aye Saja Phirbhi Mere Hisse Mai Aye Kyun
    Hai
    Aye Khuda Tune Muhobaat Ye Banae Kyu
    Hai
    *Mai Agar Rou To Sahra Ko Samandar Kar
    Doon
    Sakht Ho Jaoon Agar Mome Ko Pathar Kar
    Doon
    Raakh Ho Jaye Jaha Mai Jo Agar Aah Bharu
    Aasma Tutpade Tujse Jo Fariyad Karu
    Etni Gaherae Mere Ishq Mai Aai Kyun Hai
    Aye Khuda Tune Muhobbat Ye Banaye Kyun
    Hai
    Agar Banaye To Muhobaat Me Judai Kyun
    Hai*

  8. Piyush Maurya says:

    Ek bhoot ne tapasya ki
    bhagwan us se khush hue aur
    darshan
    diye
    bhagwan bole : mai tumhari
    tapsya se
    prasann hu war mango bhoot:
    prabhu
    mujhe aisa war do
    ki mai larkiyon ki kewal khun
    chusu
    bhagwan: tathastu !! ja whisspar
    ban
    ja :P

  9. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    Bohat Khud Per Jabar Ker Ke,
    Mohabbat Ka Safar Ker Ke..
    Usay Panay Ki Chahat Main,
    Mohabbat Ki Musafat Main..
    Bas Itna Jaan Paye Hum,
    Mohabbat Maar Deti Hai..!!!

  10. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    Tum ho to sub silsily achay lagte hain..
    Mujhe tumhari dosti k gilay ache lagte hain.
    Bohot door tak jana magar loot aana.
    Mujhe ?Tum sy tumhi tak k fasly ache lagte
    hain.

  11. Aby --^_^अमन^_^---- says:

    Sham ko parindon ki tarah lout aata,
    Muntazir agar koi hamara hota,

    Chand taaron ki talab kisey thi,
    Bas roshni ke liye aik sitara hota,

    Hum mein shayad koi kami thi,
    Warna zaroor koi hamara hota,

    Sari Dunia ki tamana kiss ko thi,
    Hum ne chaha tha bas itna ke wo shakhs
    hamara hota….

  12. Shanu says:

    Pappu ne real pic dekhi thi

  13. Shivani says:

    hehehehe…… mast hai

  14. rajesh says:

    baba ji sukria joke ko post karneke liye. aap ne to is joke
    ko aur mast kr diya. ek bat fir se thanks

Leave a Reply