Kya Aapne Bhi Dekhi Hai Aisi Movie?
Pappu Jab Chota Tha To Ek Din Ghar Par Badi Late Aya
Maa Ne Dante Hue Usko Bola: “Tu Itni Raat Ko Kidhar Tha?”
Pappu: “Mummy, Vo Main Sath Wale Sharma Ji Ke Ghar Tv Dekh Raha Tha”
Maa: “Oye Juth Mat Bol, Unke Ghar Ka Man Gate To Rat Ko 8 Baje Hi Band Ho Jaata Hai”
Pappu: “Par Mummy Mene To Unki Khidki Mein Se Sari Movie Dekhi”
“Film Mein Ek Ladki Thi Jo Apne Kamre Mein Bethi Hui Thi, Tabhi Hero Aata Hai Aur Uska Hath Pakad Leta Hai Aur Fir Usko Puppy Karta Hua Bed Pe Lita Leta Hai”
Itne Mein Santa Kamre Mein Gussa Aur Ek Zor Ka Thappar Pappu Ko Maara
Maa: “O Ji, Kyu Maarte Ho Bachhe Ko, Film Ki Story Hi To Bata Raha Tha”
Santa: “Haramzada, Pata Nahi Kya Kya Dekhta Rahta Hai, Sharma Ji Ke Ghar Mein To Tv Hi Nahi Hai“
Mahngi Mahngi Bikes To Bahut Hai Duniya Mein - Par Aisi Mast Bike Na Milegi KabhiOr Share With Your Friends On FacebookSome More Dhansu Jokes :)
- A For Apple, B For Bada Apple
Ek Din Ek School Mein Teacher Bachho Ko Pada Raha Thha: A For Apple B For Bada Apple C For Chota App ..- Holi Special Joke – 2013
Holi Special Joke Holi Pe Ladki Ghabrate Hue Apne Boy-Friend Ko Boli: “Please Pani Wala Gubbar ..- Haath Mein Kitni Fingers Hoti Hain?
Teacher To Johny: “Haath Mein Kitni Fingers Hoti Hain?” Johny: “Sir Six” Tea ..- Thoda Uppar, Thoda Right, Thoda Left
Pathan Ek Ladki Ke Saath Sex Kar Raha Tha Ladki Boli: “Aur Andar, Thoda Uppar, Thoda Right, Th ..- That Is The Power Of Media.
A Servant Enrolled His Donkey In A Race & Won. The Local Paper Read: “Servant’s Ass ..Hindi Version
पप्पू जब छोटा था तो एक दिन घर पर बड़ी लेट आया
माँ ने डांटते हुए उसको बोला: "तू इतनी रात को किधर था?"
पप्पू: "मम्मी, वो मैं साथ वाले शर्मा जी के घर टीवी देख रहा था"
माँ: "ओये जूठ मत बोल, उनके घर का मेन गेट तो रात को 8 बजे ही बंद हो जाता है"
पप्पू: "पर मम्मी मेने तो उनकी खिड़की में से सारी मूवी देखी"
"फिल्म में एक लड़की थी जो अपने कमरे में बेठी हुई थी, तभी हीरो आता है और उसका हाथ पकड़ लेता है और फिर उसको पप्पी करता हुआ बेड पे लिटा लेता है"
इतने में संता कमरे में गुस्सा और एक जोर का थप्पड़ पप्पू को मारा
माँ: "ओ जी, क्यों मारते हो बच्चे को, फिल्म की स्टोरी ही तो बता रहा था"
संता: "हरामजादा, पता नहीं क्या क्या देखता रहता है, शर्मा जी के घर में तो टीवी ही नहीं है"
Receive Daily Jokes By eMail

hahahahahahahahahahaha…
Gud joke.*
gd mrng all frndz*
GM bro!
Hahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahaha good joke
Good morning friends
good morning lalit ji kya chal raha hai …!!!!
************GOOD MORNING**********
ENJOY THE SUNDAY FRNDZZZ…..!!!;D
Jab Teri Dhunn Mein Jiya Kartey Thay..!!
Hum Bhi Chup Chaap Phira Kartey Thay..!!
Aankh Mein Piyaas Howa Karti Thi..!!
Dil Mein Tofaan Utha Kartey Thay…!!
Kisi Veeranay Mein Tujsey Milkar..!!
Dil Mein Kiaa Phool Khila Kartey Thay..!!
Ghar Ki Dewaar Sajanay Kay Leye..!!
Hum Teraa Naam Likha Kartey Thay..!!
Woh Bhi Kia Din Thay Bhulaa Kar Tujhko..!!
Hum Tujhey Yaad Kiya Kartey Thay..!!
Jab Teray Dard mein Dil Dukhta Tha…!!
Hum Teray Haq Mein Dua Kartey Thay…!!
Bujhnay Lagta Jo Chehra Tera..!!
Daagh Seenay Mein Jala Kartey Thay..!!
Apnay Jazboon Ki Kamandon Say Tujey..!!
Hum Bhi Taskheer Kiya Kartey Thay..!!
Apnay Aansoo Bhi Sitaroon Ki Tarah..!!
Teray Hontoon Pay Saja Kartey Thay..!!
Chairta Tha Ghum-e-Duniya Jab Bhi..!!
Hum Teray Ghum Say Gilla Kartey Thay..!!
Kal Tujey Dekh kay Yaad Aya Hay..!!
Hum Sukh’noor Bhi Howa Kartey Thay…!!
no need to thanx aby!!
bhagwaan mujhe jo banaya hai…uss wajah se mein ladko se kaafi emotionaly mentally aur har tarah se attach hone ..yaj jude hone ka feel krta hoon!!…jis tarah STraight boys GIRLS ki aur…isliye mujhe waisa krne mein khushi milti hai..means unse baat krna pyaar dena….par har ladke itna pyaare thode hi hotein hain :( .. koi mujhse hello hi ya love etc etc kre woh wahi rahega means…jo wo hai…Mein ladkio se sex krun ya naa krun pyaar krun ya naa krun.. lekin jo mein hoon wahi rahunga… i cant change myself..jinko problem hai..woh unki less knowledge ki problem hai…. sex se jada love jada matter krta hai..tabhi relation long chlta hai…mein hr janm mein aisa hi banna chunga…but ek baar ladki bhi…kyunki ladkia kya exp..krti hain..mujhe to nhi pata par andaza mein laga sakta hoon…wiase mein har kism ki ladkio ko jaanta hoon :) ..aur ladko k baare mein bhi shayad ..but lovely boys aur sweet girls..in logo ki demand jada rehti hai :) ..by the way m not lovely m sweet …Deepak is not sweet he is lovely ..mein lovely ladko ko sense kr leta hoon!! aur ladkia lovely ladko ki deewani ..aur ladke sweet girls k diwane :) ..i think im right!! :)
SO BOYS be lovely…ek lovely boy har tarah k ladko pe bhaari pad jata hai… Deepak is 90percent lovely!! baaki ka nhi bataunga!! sbke pata hai :) kyunki ladko ki baato se mein unhe ander tak sense kr jada hoon!! ladkio ko bhi kr leta hoon..lekin utna nhi!!
tc!!
GOOD BEFORE NOON!!
God sabko ek gift dete hai!!!! logo ko andar tak pahchana .. apko bhi ye gift diya hai …but mujhe ye samjhta ta hi nahi ke kon bura hai ya achha koi do char mithhi batea kare to mujhe lagta hai wo bahot accha hai iske ujhe se to mere. GF’s ke sath break up hote hai hehehe but sesly you gota best gift…… so be happy dear!!!!;)
THIS s MY SECOND NAME ABY!!..isko meine sense kr khud pr kya suit krta hai.. what i feel frm inside!! isliye name Pearl suits me Best!! no other name suits me best!!
@Aby dear, thanx ,..tumne jo kucch likha thoda padhne mein muskil hui…par i got that!!..
tc!! Dear aby!!
thoda aisa likha kro mein samjh sakun taki tumhe good reply de sakun..means tumhare swaal ka pura jawaab de sakun!!
:)
—ur friend (Pearl)*
that name is cute.. hehehe ,,,are mere androind me auto dictionary on hai iss liye Hindi likhna hard ho jata hai nd mai wo off karna bhul jata hu is liye…. next time dhyan rakhunga….:)
Aye Khuda Tune Muhobbat Ye Banai Kyun
Hai
Gar Banaye To Muhobbat Main Judai Kyun
Hai
Kyun Diya Pyar Mujhe Iski Zaroorat Kya Thi
Meri Barbadi Me Shamil Teri Kismat Kya Thi
…Meri Raahon Me Khushbu Ka Safar Rahta
Tha
Dil Me Aabaad Gulabo Ka Nagar Rahta Tha
Jindgi Khar Bhari Rahome Layi Kyun Hai
Aye Khuda Tune Muhobbat Ye Banai Kyun
Hai
Mai Hoon Bikhra Hua Gardish Me Sitare
Mere
Gam Ke Tufan Mai Dube Hai Kinare Mere
Na Khatavaar Na Mujrim Na Gunahgar
Hoon Main
Sach To Ye Hai Ki Muhobbat Ka Parastar
Hu Main
Aye Saja Phirbhi Mere Hisse Mai Aye Kyun
Hai
Aye Khuda Tune Muhobaat Ye Banae Kyu
Hai
*Mai Agar Rou To Sahra Ko Samandar Kar
Doon
Sakht Ho Jaoon Agar Mome Ko Pathar Kar
Doon
Raakh Ho Jaye Jaha Mai Jo Agar Aah Bharu
Aasma Tutpade Tujse Jo Fariyad Karu
Etni Gaherae Mere Ishq Mai Aai Kyun Hai
Aye Khuda Tune Muhobbat Ye Banaye Kyun
Hai
Agar Banaye To Muhobaat Me Judai Kyun
Hai*
Ek bhoot ne tapasya ki
bhagwan us se khush hue aur
darshan
diye
bhagwan bole : mai tumhari
tapsya se
prasann hu war mango bhoot:
prabhu
mujhe aisa war do
ki mai larkiyon ki kewal khun
chusu
bhagwan: tathastu !! ja whisspar
ban
ja :P
Bohat Khud Per Jabar Ker Ke,
Mohabbat Ka Safar Ker Ke..
Usay Panay Ki Chahat Main,
Mohabbat Ki Musafat Main..
Bas Itna Jaan Paye Hum,
Mohabbat Maar Deti Hai..!!!
Tum ho to sub silsily achay lagte hain..
Mujhe tumhari dosti k gilay ache lagte hain.
Bohot door tak jana magar loot aana.
Mujhe ?Tum sy tumhi tak k fasly ache lagte
hain.
Sham ko parindon ki tarah lout aata,
Muntazir agar koi hamara hota,
Chand taaron ki talab kisey thi,
Bas roshni ke liye aik sitara hota,
Hum mein shayad koi kami thi,
Warna zaroor koi hamara hota,
Sari Dunia ki tamana kiss ko thi,
Hum ne chaha tha bas itna ke wo shakhs
hamara hota….
Pappu ne real pic dekhi thi
hehehehe…… mast hai
bilkul tumhari tarah! ;)
baba ji sukria joke ko post karneke liye. aap ne to is joke
ko aur mast kr diya. ek bat fir se thanks