Lamba Hath Kaise Mare?

Views: 33,256 - Posted on 04 May 2012

College Mein Pappu Aur Uski Ek Friend Canteen Ke Bahar Bethe Baatein Kar Rahe Thhe

Pappu Ki Friend Ne Ahista Se Pappu Ko Bola

Ladki: “Main Apni Zindagi Mein Koi Lamba Hath Maarna Chahti Hoon

Pappu Kameene Pan Se Bola: “Tum Sirf Hath Maaro Lamba Khud Hi Ho Jayega

Baba Ramdev Ji Ke Yoga Hai Hi Nirala, Insaan Ko Flexible Bana Deta Hai - Par Aaj Dekhe Ki Unka Truck Kaisa Dikhta Hai?
Or Share With Your Friends On Facebook
Some More Dhansu Jokes :)

Hindi Version

कॉलेज में पप्पू और उसकी एक फ्रेंड कैन्टीन के बाहर बेठे बातें कर रहे थे

पप्पू की फ्रेंड ने आहिस्ता से पप्पू को बोला

लड़की: "मैं अपनी ज़िन्दगी में कोई लम्बा हाथ मारना चाहती हूँ"

पप्पू कमीनेपन से बोला: "तुम सिर्फ हाथ मारो लम्बा खुद ही हो जायेगा"

Receive Daily Jokes By eMail


Mast Photos For You
Beautiful White Peacock. It Doesn’t Mean That It Is Not There This Is True Gang Rape Bachhe Ab Bachhe Kaha Rahe One Of The Best Creative Art I Have Ever Seen

Sher O Shayari <3

Some Veg Jokes :)

29 Responses to "Lamba Hath Kaise Mare?"

  1. Prince - The Bad Guy says:

    hahahahahaha…nice joke..
    Hi….Jay…Welcome back.

  2. Sujeet says:

    Kaminepan ki had ho gai…..

  3. Lionking says:

    Hi friendz…i am new on thise site…not new waise me yahapar 1 year se aa raha hu aur aap sab ke comments bhi padh raha hu lekin aaj se mai bhi comments dena start kar raha hu…so h r u?….all frndz….

  4. navya says:

    gm evrbdy hme to joke smj hi nai aya

  5. Nirland baba says:

    Lanmba hokar ye teri marega he he he he.’.”"‘

  6. Prity saxena says:

    Vakai pappu kameena hai ….=69

  7. Nilesh {{*N¡£€$H*}} says:

    hahahahahahahahaha….
    gud joke..
    Gud mrng frndzzz*

  8. niteshsomesay says:

    mst joke…!

  9. Lalitmangla says:

    Good joke

  10. Lalitmangla says:

    Are kahan hain sabhi

  11. deleted says:

    Gud admin
    Ye prity ko kya problem h mere cmts se , nahi aache lagte to mat padd …..

  12. Nilesh {{*N¡£€$H*}} says:

    Old But Nice 1-
    1 Pinjre mein kuch totey ek Toti
    ko ched rahey the..
    Jabki dusre pinjre mei ek Tota
    puja aur dusra tota Namaz padh
    raha tha,,
    Maalik ne socha
    “kitne nek tote hain, inke pinjre
    me toti safe rhegi..
    ” Usne toti ko nek toton ke pinjre
    me daal diya.
    Jab toti us pinjre me gayi toh puja
    karne wala tota Namaz padhne
    wale tote se bola…
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    “Utho Khan sahab
    dua qubool ho gayi.
    Apni Item aa gyi” ;D

  13. Prity saxena says:

    Problem ka dusra name prity hai mr.deleted

  14. Prity saxena says:

    Don’t understand 69 in wrong way

  15. Niteshsomesay says:

    Abee..!Admin phr meri jokes aaj awating mode me…!
    Aisa kyu..?kahi tu phr usse joke bana ke 2 post krne ke mood me 2 nahi naa hai…!

  16. Deleted says:

    prity ji meine na kabhi aap se baat ki thi na mujhe karni h…aap apni jagah kush raho mein apni jagah…

  17. Niteshsomesay says:

    :-)
    Thanx @admin.!:-)

  18. Niteshsomesay says:

    Kitaboo ke panne palat ke sochta hoon uu….palat jaye zindagi to kya.? baat hai…

    tamanna jo puri ho khwaboo me hakikat ban jaye to kya baat hai….

    kuch log matlb ke liye dhundte hai mujhe,bin mtlb koi aa jaye to phr kya baat hai….

    katal karke tô sb le jayenge dil mera koi baaton se le jaye 2 phr kya baat hai….

    jo sarifo ki sarafat me naa ho….1 shrabi kah jaye to kya baat hai….

    Zindagi jene tk sbko khusi dunga kisi ko meri maut se khushi mil jaye 2 kya baat hai…..

    kitaboo ke panne……..:-(

  19. Niteshsomesay says:

    Admin isse yaha publish kr dena…!
    shers.in ke liye naa rakh lena..!:p

Leave a Reply