LIC Ki Policy Ka Fyada Ya Nuksan

Views: 35,773 - Posted on 02 Feb 2012

Ek Lic Insurance Agent Kaafi Dino Se Santa Ke Piche Pada Hua Tha Aur Usko Policy Bechne Ke Chakkar Mein Thha

Ek Din Aakhir Santa Ne Tang Aakar Usko Gar Par Bula Hi Liya.

Agent: “Sir, Policy Le Lijiye, Agar Aapko Kuch Hua To Aap Ke Bachho Ko Paise Milenge

Santa: “Agar Bachhe Naa Ho To?

Agent: “Aap Ki Biwi Ko Milenge

Santa: “Agar Biwi Naa Ho To?

Agent: “Maa-Baap Ko Milenge

Santa: “Agar Wo Bhi Naa Ho?

Agent: “Phir Behen-Bhaiyon Ko Milenge

Santa: “Koi Aisa Tariqa Batao Ki Paise Mujhe Mile?

Agent: “Sir, Aapko Paise Nahi Mil Sakte

Santa: “Yeh To Policy Na Hui, Meri Gaand Ho Gayi, Jo Har Koi Le Sakta Hai, Sirf Main Nahi Le Sakta

Elephant Aur Fish To Sabne Dekhi Hai, Par Kya Kisi Ne ElephantFish Dekhi Hai? - Dekhiye Kudrat Ka Ajab Nazara
Or Share With Your Friends On Facebook
Some More Dhansu Jokes :)

Hindi Version

एक लआईसी इन्शुरेन्स एजेंट काफी दिनों से संता के पीछे पड़ा हुआ था और उसको पोलिसी बेचने के चक्कर में था

एक दिन आखिर संता ने तंग आकर उसको घर पर बुला ही लिया.

एजेंट: "सर, पोलिसी ले लीजिये, आप को अगर कुछ हुआ तो आपके बच्चो को पैसे मिलेंगे"

संता: "अगर बच्चे ना हो तो?"

एजेंट: "आप की बीवी को मिलेंगे"

संता: "अगर बीवी ना हो तो?"

एजेंट: "माँ-बाप को मिलेंगे"

संता: "अगर वो भी ना हो?"

एजेंट: "फिर बहन-भाइयों को मिलेंगे"

संता: "कोई ऐसा तरीका बताओ की पैसे मुझे मिले?"

एजेंट: "सर, आपको पैसे नहीं मिल सकते"

संता: "यह तो पोलिसी न हुई, मेरी गांड हो गयी, जो हर कोई ले सकता है, सिर्फ मैं नहीं ले सकता"

Receive Daily Jokes By eMail


Mast Photos For You
Amazing Pink Flower Bird Sexy Yamha Bike I Am Too Hot Escape Into Reality – Sculpture By Michal Trpak Wanna Kill Someone? – Take Me With You

Sher O Shayari <3

Some Veg Jokes :)

12 Responses to "LIC Ki Policy Ka Fyada Ya Nuksan"

  1. Priya says:

    Hahahahahahahahaha

  2. Jhon says:

    Mst joke tha wha bhai santa.

  3. deleted says:

    HaHaHa

  4. BENAAM says:

    Hi friendz…..
    @Admin bro, kal se main opera k zariye yeh site access nahi kar pa raha hun. Why bro?
    @dhiraj, mujhe yaad krne k liye shukriya…aur
    Mujhe “aap” nahi “tum” kaha karo yaar.
    @jai bro,@samir@nilesh.. Where r u?
    3WBJ

    • Admin says:

      Kuch Problem thi server mein… ab thik ho gayi hai… kuch logo ko shayad 24 hours aur lage par fir sab ke yaha khulegi

  5. deleted says:

    Ab khul rahi h

  6. Ramo says:

    Maan gaye admin kay bat hai

  7. HPS says:

    Kya baat hai santa ki…

  8. *Dhiraj says:

    @benaam, tum shabd sirf jay k liye hai…agar chaho to tumhare liye bhi:)

  9. devs says:

    great santa

  10. khushi ram says:

    Kaya Bat ha Yarr

  11. Sweety says:

    HAHAHAH…. Can’t stop myslef laughing hehe… Yeh admin ji toh kamaaal hai…

Leave a Reply