Zindagi Luta Di Sirf Tere Liye.

Views: 29,374 - Posted on 28 Feb 2012
"Dosto Ye Ek Aisi Biwi Ki Kahani Hai Usne Jo Bhi Kiya Sirf Apne Pati Ke Liye Kiya.. Aap Is Joke Se Kya Sochte Ho, Usne Sahi Kiya Ya Galat?"

Ek Minister Ki Biwi Bahut Hi Sunder Aur Sexy Thi.

Ek Din Minister Ka Najane Kya Mood Bana Or Usne Patni Ko Bulaya Aur Puchha.

Minister: “Sach Sach Batao Tumne Hamare Sath Kitni Baar Bewafayi Ki Hai?

Patni Kuch Soch Ke Boli: “Ji Sirf 3 Baar

Minister Man Hi Man Mein Khush Hua Ki Chalo Itni Sexy Hone Ke Baad Bhi Sirf 3 Baar Hi Bewafayi Ki, Fir Bhi Usne Pucha

Minister: “Kab Kab

Patni: “Ek Bar Jab Aapke Dil Ka Operation Hua Tha To Main Shehar Ke Sabse Bade Dr. Ko Manane Gayi Thhi

Minister: “Hmm

Patni: “Agli Bar Jab Aap Jail Mein Band The Aur Rihayi Ke Koi Chances Na The To Judge Ke Pass Gayi Thi

Minister: “Aur Teesri Bar

Patni Sharmate Hue: “Jab Aapko Sarkar Banani Thi Aur Aapke Pas 76 Mlas Kam The…

Mona Lisa Apni Picture Mein Hamesha Muskurati Sikhti Hai - Par Kya Kisi Ne Socha Hai Ki Vo Kyu Muskura Rahi Hai? Aaj Dekhe Is Picture Mein
Or Share With Your Friends On Facebook
Some More Dhansu Jokes :)

Hindi Version

एक मंत्री की बीवी बहुत ही सुंदर और सेक्सी थी.

एक दिन मंत्री का नाजाने क्या मूड बना और उसने पत्नी को बुलाया और पूछा.

मंत्री: "सच सच बताओ तुमने हमारे साथ कितनी बार बेवफाई की है?"

पत्नी कुछ सोच के बोली: "जी सिर्फ 3 बार"

मंत्री मन ही मन में खुश हुआ की चलो इतनी सेक्सी होने के बाद भी सिर्फ 3 बार ही बेवफाई की, फिर भी उसने पूछा

मंत्री: "कब कब"

पत्नी: "एक बार जब आपके दिल का ऑपरेशन हुआ था तो मैं शहर के सबसे बड़े डॉक्टर को मानाने गयी थी"

मंत्री: "हम्म"

पत्नी: "अगली बार जब आप जेल में बंद थे और रिहाई के कोई आसार ना थे तो जज के पास गयी थी"

मंत्री: "और तीसरी बार"

पत्नी शरमाते हुए: "जब आपको सरकार बनानी थी और आपके पास 76 एम्-एल-ऐ कम थे..."

Receive Daily Jokes By eMail


Mast Photos For You
That is Not My Wrist Just Want This Clock Right Now Adobe Photoshop Day Cream Bahut Garmi Padd Rahi Hai Aajkal Kyu Be Tujhe Sunta Nahi Kya

Sher O Shayari <3

Some Veg Jokes :)

48 Responses to "Zindagi Luta Di Sirf Tere Liye."

  1. Priya says:

    hehehehehe,,..76 k saath…:O :O ;) :->

  2. deleted says:

    OMG………78…….

  3. kashish says:

    hahahahahahahaha………mast joke…..!!!

  4. Jay says:

    Hmmm. . . . .

  5. Jay says:

    Hi dear all frnds, gud am. . . .

  6. wanted. says:

    wo ruthe ruthe se lgte hai,
    koi tarkib to bataye unhe manane ki,
    hm apni jaan v girwi rkh denge,
    koi kimat to bataye unke muskurane ki..

  7. Nilesh {{*N¡£€$H*}} says:

    Hahaha…..
    @78 logo ke sath… Hehehe…
    @But Aakhiri me to usne 76 logo ke pas gyi. To yha pr 76 bar bewfayi hui.. N ki tisri bar.. So is rong..
    @Dosto kha farar ho tum log…??

  8. deleted says:

    Admin fb se Nonveg ko remove karne ka tarika bta …..bahut gadbad Ho gyi h ….urgent reply

  9. virus says:

    sir ji sms service pls

  10. naina says:

    oh bechara minister , bt its a strong satire on boys in this joke,
    nilesh ji , thanx for wt
    rashii aur priya m mast vadhiya ap sunao aap dono k krte ho?
    hps ji i add only known prsons on fb so sorry bt we r frnds here
    jay ap kese ho? and hii to all
    anuj kya kru yr tum jese logo ko sabak seekhane k liye security guard rkhne start krne pade

  11. mamta says:

    bewafai ke acche tarike h masti or sarafat se

  12. Sujeet says:

    Mast hai…
    Hahahahahahahahahahaha….

  13. LUCKY says:

    minister should say….

    i am proud of u my sweet wife…

    coz a minister can do everything worth of vote and chair……….

  14. naina says:

    nilesh m pooch rhi hu apne kl mjhe thnx kisliye bola tha,
    @jay kyu kya hua , kyu acha nhi h sab.
    @anuj ji nhi yr ab apne sweet se frnd k hote hue bhala mera kyu minister ki wife jesa hal hoga, infact wahi hal tera ho rha h, thnx yr frnd ho to aisa :p

    • Jay says:

      Yar naina, Mujhe need ki goli chahiye aur wo kahi mil nahi rahi hai. Uski vajah se sab gadbad ho ja raha hai. Mai jaha kahi v request kar raha hun log mazak samajh rahe hai. Kya aap kuch meri help kar sakati hai ?

      • Prince - The Bad Guy says:

        Jay….Sone Ke Liye Goli Nahi..Neend Ki Jarurat Hoti Hai…HaHaHaHa. Naina….! Naina..! Naina..! Meri Favorite Movie Ki Favorite Character..Naina..! OMG.

  15. HPS says:

    Thnx naina ji aapki soch k liye lekin is site {nonveg} par aake koi bhi unknown nahi rahta iss site ne mujhe ek se badkar ek jay, nilesh,deleted,jaiswal,heartbeat, anuj, pankaj, pyaremohan,Priya rashii, sonam,panchhi,prince,sujeet Etc dost aur ek heera “admin” diya hai hum log ab unknown nahi hain ek dusare ko dekha nahi par lagta hai k ye log hamare dil k tukadhe hain.

    • Nilesh {{*N¡£€$H*}} says:

      Thanx HPS bro, mai jb se ap logo(dear all fndz) se mila hu. Such me aap logo ko chhodkar jane ka man nhi karta.. It’s really.
      Bcz ap logo se acha dost (admin, jay, wanted, hps, dheeraj, heartbeat, pyaremohan, priya, rashi, panchy, kashish & dear all frndz) to is janm me milna namumkin hai..
      MAI AAP SUB DOSTO KA TAH-E-DIL SE SHUKRIYA ADA KARTA HU..

  16. yo says:

    mujhe phone mein msg nahi aa rahe help me?

  17. DON says:

    ye ulte muh ka kuwa,wel,, he etene jaldi bharne waala nhi

  18. Ajay sahu says:

    Good joke bv ho to aisi

  19. Aana says:

    Sukun mil gaya humko badnam hokr usk hr 1 ilzam pe u bazuban hokr log jo bolna chahe use bolne do, sayad mari mohabat uski nazar me kuch bhi nahi isliye usne ilzam lagaya hai.

  20. jackson says:

    bold wall paper mat lagaiye , agar hame bold scene ya walpaper hi dekhna hein to net par bahut sari website hein…. aap ke joke office mein sab ke samne padhe nahi jate… agar bold walpaper nahi hate to phir aapki website par aana band kar diya jayenga…………

Leave a Reply